Showing posts with label hindi. Show all posts
Showing posts with label hindi. Show all posts

Namak paare lyrics | Mamta Sharma, Anupam Amod | Raja Natwarlal [2014]

"Namak paare lyrics"


Singers: Mamta Sharma, Anupam Amod
Lyrics by: Irshad Kamil
Star Cast: Emraan Hashmi, Humaima Malick
Music Label: Junglee Music
This is an item song from the upcoming film Raja Natwarlal .The song is sung by mamta Sharma and  Anupam Amod . The lyrics created by Irshad Kamil and music created by Yuvan Shankar Raja. 

Nau baje ka tha wada
Bhulaya tuu ne wo nibhaya na adha
Haye nau baje ka tha wada
Bulata hai ye dil nigahon se zyada
Sine mein saanse'in hain bhari bhari
Tera naashaa sa hai yara tari
Tan me hai jaise angare

Teri raahe'n dekhe mere hothon ke
Namak pare /namak pare
Teri raahein dekhe mere hothon ke
Namak paare /namak paare

Hoth se salvate'in / raat se karwate'in
Kyun bhala na mite / kya jane koyi
Main se tuu jod de / chudiyaan tod de
Kaam ko chhod de to maane koyi
Ankhon se bahon mein aa jaye tuu
Thamungi aise ki na jaye tuu
Badle me le lungi yun hi sare

Teri raahe'n dekhe mere hothon ke
Namak paare /namak paare
Teri raahe'n dekhe mere hothon ke
Namak paare /namak paare

Hosh hai lapata / paas aa na saata
Mujhko tu ho ata, yeh mang'u dua
Raat ka daur ho / pyar pe gaur ho
Aur ho / aur ho / vo jo na hua

Haatho'n se apne hi nikli hoon main
Thodi si masti hoon pagli hoon main
Jo bhi hai mera woh tera re


Teri raahe'n dekhe mere hothon ke
Namak paare ......................
Teri raahe'n dekhe mere hothon ke
Namak paare...............

Deewana Hua Badal Lyrics - Asha Bhosle , Md Rafi | Kashmir Ki Kali [1964]

"Deewana Hua Badal Lyrics"

Song : Deewana hua badal
Movie: Kashmir Ki Kali [1964]
Singers: Asha  Bhosle , Md Rafi
Music By: O.P Nayyar
Lyrics by: Shamsul Huda Behari
Very melodious track created by O.P Nayyar Sahab. Very popular and all time favourite from the movie Kashmir Ki Kali.

Deewana hua badal  
Sawan ke ghata chhayi
Ye dekh ke dil jhooma
 Liye pyar ne angadayi

Aisi to mere takadeer na thi
Tum sa jo koi mehboob mile
Dil aaj khushi se pagal hai
Aye jaane wafa  tum khub mile
Dil kyun naa bane paagal kya tumne ada paayi

Jab tum se najar takrayi sanam
Jajbaat ka ek tufaa-n uthaa
Tinke ki tarah main beh nikali
Sailaab mere roke na rukaa
Jeevan mein machi halachal aur bajane laagi shehanayi

Hai aaj naye aarmanon se
Aabad mere dil ki nagari
Barso se khija ka alam tha
Viraan badi duniyan thi mere
Haathon mein tera anchal
Ayaa ke bahaar aayi

"Hum e toh loot liya lyrics"

                        "Hum e toh loot liya lyrics"

Song: Hum e toh loot liya
Movie : Al Hilal [1958]
Singer : Ismail Azad Qawwal
Music By : Bulo C Rani
Lyrics by : Shewan Rizvi
Genre: Qawali

Hum-e Toh Loot Liya
Milke Husn Waalo Ne
Kaale Kaale Baloo Ne
Gore Gore Gaalo Ne

Nazar Mein Shaukia Aur
Bachpanaa Shararat Mein
Aada Ye Dekh Ke Hum
Fans Gaye Mohabbat Mein
Hum Apni Jaan Se Jaayenge
Jinki Ulfat Mein
Yakin Hai Ke
Na Aayenge Wo Hi Maaiyat Mein
Khuda Saawal Karega Agar Kayaamat Mein
Toh Hum Vi Keh Denge
Hum Loot Gaye Sharafat Mein


Hum-e Toh Loot Liya
Milke Husn Waalo Ne
Kaale Kaale Baloo Ne
Gore Gore Gaalo Ne


Hum-e Toh Loot Liya
Milke Husn Waalo Ne
Kaale Kaale Baloo Ne
Gore Gore Gaalo Ne


Wahi Wahi Pe Qayaamat Ho
Woh Jidhaar Jaayein
Jhunki Jhunki Huyi
Nazroo Se Kaaam Kar Jaa-ye
Tadaapta Chodd De
Raaste Aur Gujaar Jaa-ye
Situm To Yeh Hain,
Ke Dil Le Le Aur Muh Kar Jaa-ye
Samajh Mein Kuch Nahi Aata
Ki Hum Dikhar Jaye'
Ab Yehi Iraada Hai '
Yeh Kehke Hum To Mar Jaaye



Hum-e Toh Loot Liya
Milke Husn Waalo Ne
Kaale Kaale Baloo Ne
Gore Gore Gaalo Ne

Hum-e Toh Loot Liya
Milke Husn Waalo Ne
Kaale Kaale Baloo Ne
Gore Gore Gaalo Ne


Wafa Ke Naam Pe Maara Hai
Bewafa O Ne
Ke Dum Bhi Humko Na
Lene Diya Jafao Ne
kuda Bhula Diya
Husn  Ki Kudao Ne
Mitaa Ke Chodd Diyaa
Ishq Ki Kataao Ne
Udaaye hossh Kabhi
Zulf Ki Hawa O Ne
Haye Naaz Ne Looota
Kabhi Adao Ne

Hum-e Toh Loot Liya
Milke Husn Waalo Ne
Kaale Kaale Baloo Ne
Gore Gore Gaalo Ne


Hum-e Toh Loot Liya
Milke Husn Waalo Ne
Kaale Kaale Baloo Ne
Gore Gore Gaalo Ne

Hazar Loot Gaye
Nazaro Ke Ik Ishare Par
Hazaro Bahe Gayee
Toofan Banake Dhaare Par
Na Inke Waado Ka Kuch
Thik Hai Na Baato Ka
Fasana Hota Hai
Inka Hazaar Raato Ka
www.69lyrics.com
Bahut Haasin Hai
Waise To Volapan Inka
Bhara Hua Hai Magar
Zeher Se  Badan Inka
Ye Jisko Kaat Le
Paani Wo Pee Nahi Sakta
Inhi Ke Mare Huya
Hum Vi Hai Zaamane Mein
Hai Char Lafz
Mohabbat Ke Iss Fasaane Mein

[Hum-e Toh Loot Liya
Milke Husn Waalo Ne
Kaale Kaale Baloo Ne
Gore Gore Gaalo Ne].......2


 Jamana Inko Samajhata
 Hai Nekhy-var Masum
 Magar Yeh Kehte Hain Kya
 Hai Kisiko Kya Malum
 Inhe Naa Teer Naa Talwar
 Ki Zarurat Hai
 Shikar Karne Ko Kafi
 Nigahe Ulfat Hain
 Hasin Chal Se Dil
www.69lyrics.com
 Payamal Karate Hain
 Najar Se Karate Hain
 Baatein Kamal Karte Hain
 Har Ek Baat Me
 Matalab Hajar Hote Hain
 Yeh Sidhe Sade Bade
 Hoshiyar Hote Hain
 Khuda Bachae Hasino Ki Tez Chaalo Se
 Pade Kisi Kaa Bhi Palla Naa Husna Walo Se

[Hum-e Toh Loot Liya
Milke Husn Waalo Ne
Kaale Kaale Baloo Ne
Gore Gore Gaalo Ne]..........2



 Husnawalo Me Mohabbat Ki Kami Hoti Hai
 Chahane Walo Ki Takdeer Buri Hoti Hai
 Inki Bato Me Banawat Hi Banawat Dekhi
 Sharm Ankho Me Nigaho Me Lagawat Dekhi
 Aag Pehle Toh Mohabbat Ki Laga Dete Hain
 Apani ruksar ka deewana Bana Dete  Hain
 www.69lyrics.com
 Dosti Kar Ke Phir Anjan Najar Aate Hain
 Sach Toh Yeh Hai Ke Beyiman Najar Aate Hain
 Maute Kam Nahee Duniya Me Mohabbat Inki
 Jindgi Hoti Barabad Badaulat Inki
 Din Baharo Ke Gujarate Hain Magar Mar Marke
 Loot Gaye Hum Toh Hasino Pe Bharosa Kar Ke


[Hum-e Toh Loot Liya
Milke Husn Waalo Ne
Kaale Kaale Baloo Ne
Gore Gore Gaalo Ne]..............2

Char Bottle Vodka LYRICS RAGINI MMS2

Song: Char Bottle Vodka
Film: Ragini Mms2 [2014]
Lyrics: Ustaad Bhagdar Ali Khan Sahab
Singer: Yo Yo Honey Singh



Char Bottle Vodka
Kaam Mera Roj Ka
Naah Mujhko Koi Roke
Na Kisine Roka

Betha Hu Saari Raat In The Club
Daaru Piuu Lagatar
Ek Adhi Sabhi Pile Te Hai
Main To Piuu Bottle Char

Char Bottle Vodka
Kaam Mera Roj Ka
Naah Mujhko Koi Roke
Na Kisine Roka

I Wanna Hangover Tonight.................4

Sari Raat Daaru
Subha Nimbu Paani
Party Karne Walo Ki Hai Yehi  Kahaani
Pet Bhar Ke Jitni Bhi Piluu
Kisiki Bandi Ko Bhi Hello
Helloo  Baby How Do U Do  ?
Eik Mintt Tu Kharja Tu
Patanee Mujhey Ye Samajh Ni Ata
Meresath Kabhi Koi Club E Ni Ata
Aapne Pinese Koi Ni Pilataa
Main Pilu Jyada Fir Kisiko Mu N i Lagata
KYUN KE
KYUN KE
KYUN KE
KYUN KE


Char Bottle Vodka
Kaam Mera Roj Ka
Naah Mujhko Koi Roke
Na Kisine Roka

I Wanna Hangover Tonight.................4


Suuji   Suuji Ankhein Meri Yeh Phir Bhi Dekho
Ladki-yon Ko Kaise Yeh Niharey, Nihaarey
Agle Din Uthuu Main Hangover Me Phir Bhi Dekho
{Lever Mera Vodka Pukaare }

 KYUN KE ?


Char Bottle Vodka
Kaam Mera Roj Ka
Naah Mujhko Koi Roke
Na Kisine Roka

Kuchh iss tarah lyrics ..[Atif Aslam]

Song Name: Kuchh iss tarah

Singer: Atif Aslam




Kuchh iss tarah teri palkein meri palkon se milaa de
Aasoon tere  saarey meri palkon pe saja de

Kuchh iss tarah teri palkein meri palkon se milaa de
Aasoon tere  saarey meri palkon pe saja de

Kuchh iss tarah teri palkein meri palkon se milaa de


Kuchh iss tarah teri palkein meri palkon se milaa de
Aasoon tere  saarey meri palkon pe saja de


Tu har ghadi har waqt mere saath raaha hai
Haan yeh jism kabhi door kabhi pass raha hai

Jo bhi ghum hain yeh tere unhein tuu mera pata de

Kuchh iss tarah teri palkein meri palkon se milaa de
Aasoon tere  saarey meri palkon pe saja de

Mujh ko to tere sehre pay yeh ghum nahi jajta

Jaij nahi lagtaa mujhey ghum se tera ristaa
Sunn meri guzarish issey chehere se hata de
Sunn meri guzarish issey chehere se hata de
Kuchh iss tarah teri palkein meri palkon se milaa de
Aasoon tere  saarey meri palkon pe saja de


Kuchh iss tarah teri palkein meri palkon se milaa de
Aasoon tere  saarey meri palkon pe saja de

La pila de saqia...lyrics [Munni Begum]

Song: La pila de saqia

Singer: Munni Begum



La pilade saqia
Paimana paima na ke baad--2

Baat matlab ki karunga hosh aa jai ke baad
La pila de     la pila de

Jo jalata hai kisiko khud bhe Jalta hai zaruur--2
Shamma bhi Jalti rahi, parwana jal-jane ke baad

Baat Matlab Ki Karunga Hosh Aja Ne Ke Bhad
La Pilade La Pilade

{Zindagi mein do hi Lamhe mujhe pe guzree hai kathin}
{Ek tere aanee se pehele, eik tere jaane ke baad}

Baat Matlab Ki Karunga Hosh Aja Ne Ke Bhad
La Pilade La Pilade

{Uht jalo bas hai zafar is mehfilee abb yaar se eee}
{Varnaa peeni hi Parengi, dhor chal ja ne ke  baad}

Baat matlub ki karunga hosh aa ne ke baad
[La pilade saqiyaa paimana paima ne ke baad]
La Pilade La Pilade
....................................

Hum bhul gaye re har baat magar tera pyaar...lyrics (Lata Mangeshkar)

Song : Hum bhul gaye re har baat magar tera pyaar nahi bhule
Singer: Lata Mangeshkar


Hum bhul gaye re har baat magar tera pyaar nahi bhule
Hum bhul gaye re har baat magar tera pyaar nahi bhule
Kya kya hua dil ke saath
Kya kya hua dil ke sath
Magar tera pyaar nahi bhule
Hum bhul gaye re har baat magar tera pyaar nahi bhule


{duniya se shikayat kya karte 
jab tuune hum e samjha hi nahi }

Gairo ko bhala samjhate jab apno ne
samjha hi nahi

{Tune chod diya re mera haath }
Magar tera pyaar nahi bhoole
{Kya kya hua dil ke saath }
Magar tera pyaar nahi bhoole
Hum bhul gaye re har baat magar tera pyaar nahi bhule


{Kasme kha kar wade tode , 
hum phir bhi tujhe na bhul sake}

jhule to pade baghoon mein magar,
hum bin tere na jhool sake
sawaan mein jale re din raat ,
Magar tera pyaar nahi bhoole
{Kya kya hua dil ke saath }
Magar tera pyaar nahi bhoole
{Hum bhul gaye re har baat magar tera pyaar nahi bhule}

Mera kuch saaman ..... lyrics

Song : Mera kuch saaman  lyrics
Singer: Asha Bhosle 
Lyrics by: Gulzar
music by : R.D Burman

Mera kuch saaman tumhare pass padaa hai
Sawan ke kuch bhige din rakhe hai aur

Mere ek khat me lipti raat padi hain
wo raat bujhado mera wo saaman lauta do
Patzad hain kuch hai na

Patzad mein kuch patton ke girne ki aahat
Kanon mein ek baar pahan ke lauta yi thi

Patzad ki wo shakh abhi tak kaanp rahi hain
Wo shakh bujha do , mera wo saaman lauta do
Ek akeli chhatri mein jab adhe adhe bhig rahe the
Adhe sukhe , adhe gile sukha to mein le aai thi

Gila mann shayad , bistar ke pass pada ho
Wo bhij wa  do , meraa wo samaan lauta do
Ek so solah chand ki ratee, ek tumhare kandhi ka
til

Gili mehendi ki khusboo , jooth mooth ke
Shikwe kuch jhut muth ke wade bhi
Sab
Yaad kara do sab bhijwa do
Meraa wo saaman lauta do
Yek ijaat de do bas jab iss ko
Dafnaoongi
Main bhi wahi so jaaoongi

chiththi na koi sandesh ....lyrics (Jagjit Singh)

Song :  Chitthi na koi sandesh

Music by: Uttam Singh

Singer: Jagjit Singh

Genre: Ghazal


Chitthi na koi sandesh
Hoo..
Chitthi na koi sandesh 
Jaa ne wo kaun sa desh
Jahan tum chale gaye

Chitthi na koi sandesh 
Jaa ne wo kaun sa desh 
Jahan tum chale gaye (2)

Iss dil pe lagake thesh 
Jaa ne wo kaun sa desh 
jahan tum chale gaye


Ek aah bhari hogi
Hum ne na suni hogi 
Jate jate tumne 
Awaz to di hogi

Har waqt yehi hai gham
Uss waqt kahan thee hum 
Kahan tum chale gaye


Chitthi na koi sandesh 
Jaa ne wo kaun sa desh 
Jahan tum chale gaye (2)


Iss dil pe lagake thesh 
Jaa ne wo kaun sa desh 
jahan tum chale gaye............

 Har cheez pe askon se
Likha hai tumhara naam 
Yeh raste ghar galiyan 
Tumhe kar na sake salam 
Hai dil me reh gayi baat
Jaldi se chudakar haath
Kahan tum chale gaye

Chitthi na koi sandesh 
Jaa ne wo kaun sa desh 
Jahan tum chale gaye (2)


Iss dil pe lagake thesh 
Jaa ne wo kaun sa desh 
jahan tum chale gaye............

 Ab yadoon ke kaante 
Is dil me chubte hai
Na dard thaherta hai
Na asoon rukte hai
Tumhe dhoond raha hai pyar
Hum kaise karein iqrar
Ke haan tum chale gaye

Chitthi na koi sandesh 
Jaa ne wo kaun sa desh 
Jahan tum chale gaye (2)

Iss dil pe lagake thesh 
Jaa ne wo kaun sa desh 
jahan tum chale gaye............

Oo kahan tum chale gaye

Yeh Jism Hai toh kya ...LYRICS (JISM 2)

Song: Yeh Jism Hai toh kya
Music: Arkaprava Mukherjee
Lyrics by : arkaprava Mukherjee and Manish Makhija
Film: Jism 2
Singer: Ali Ajmat

Yeh Jism Hai toh kya
Yeh Ruh ka Libhaas Hai
Yeh DarD Hai Toh Kya
Yeh Ishq ki Talash Hai
Fanaa Kiya Mujhe
Yeh Chahne Ki Aas Ne
Daraa Daraa
Shiqasat Hi Hua

Fizaa Hai Kya Teri
Dilo Jahan Tabah Kiya
Sazaa bhi kya teri
Wafaa ko bewafa kiya
Wah re Zindagi
Se Yu Tujhe Judah Kiya
Kahan kahan Firu Main Dhoond tha
 


Wahan Jahan
Tu Hi Mera Libhaas Hai
Wahan Jahaan
Teri Hi Bass talash Hai
Wahan Jahaan
Tujh Hi Pe Khatam Aas Hai
Wahi Shuru
Wahi Pe Bass Nichaat Hai
Yeh Jism Hai Toh Kya
Yeh Rooh Ka Libhaas hai
Yeh Dard Hai Toh Kya
Yeh Ishq Ki Talaash Hai
Fanaa Kiya Mujhe
Yeh Chahne Ki Aas ne
Daraa Daraa
Shiqasat Hi Hua 




Long Drive pe chal (Khiladi 786) lyrics


Song name: party Sharty Karenge

Film: Khiladi 786

Director: Ashis R Mohan

Music by: Himesh Reshamiya


party Shar- ty Karenge
party Shar- ty karenge
Party Shar- ty Karenge
Karenge aaj tere Nal
Aina Mat Teri Meri
Jodi Soniye
Ho Party Shar-ty Karenge,
karenge Aaj Tere Naal
Ainaa Mat Teri Meri Jodi soniye



Jud Jad ke ni ayaa mai 
Gadi soni soni laya mai
Jud Jad Ke Ni Ayaa mai
Gadi soni soni laya mai
Long Drive Pe Chal Chal Chal
Long Drive Pe Chal Chal Chal
Long Drive Pe Chal Mere Nal Soniye Ni Mere Nal Soniye
Long Drive Pe Chal Chal Chal
Long Drive Pe Chal Chal Chal
Long Drive Pe Chal Mere Nal Soniye Ni Mere Nal Soniye



Mainu Dila De Soni Rahat Ki Chaiyaa
Chad ke mai Ayaa ChadKe O Tang Galiyaa
Ayaa Mai Ayaa Vekhan Teri Rang Raliya
Party Sharty Karenge
karenge aaj tere nal aina mat teri meri jodi soniye

Jud Jad ke ni ayaa mai 
Gadi soni soni laya Mai
Jud Jad Ke Ni Ayaa Mai
Gadi soni Soni Laya Mai
{Long Drive Pe Chal Chal Chal}
Long Drive Pe Chal Mere Nal Soniye Ni
Mere Nal Soniye
[Long Drive Pe Chal]
Long Drive Pe Chal Chal Chal
Long Drive Pe Chal Mere Nal Soniye Ni Mere Nal Soniye




RaFtar IshQ KA Di Ab Kam Na Hogi
Tere Liye Ban Baitha Mai Prem Roo gi
Pake Rahega Tujhko Ye Raja Jogi
Party Sharty Karenge
karenge aaj tere nal aina mat teri meri jodi soniye

Jud Jad ke ni ayaa mai 
Gadi soni soni laya mai
Jud Jad Ke Ni Ayaa mai
Gadi soni soni laya mai
{Long Drive Pe Chal Chal Chal}
Long Drive Pe Chal Mere Nal Soniye Ni Mere Nal Soniye

{Long Drive Pe Chal Chal Chal}
Long Drive Pe Chal Mere Nal Soniye Ni Mere Nal Soniye


n.b  :  THE SECOND AND THIRD BRACKET USED HERE DENOTES THE NUMBER OF TIMES THE LINES TO SING.

Lyrics of palat (MAIN TERA HERO) Tera dhiyan kidhar hai

Song Name : Palat

Music By: Sajid Wajid

Film: Main Tera Hero

Singer: Arijit Singh


(Dekha hai tujhko jabse hai main to hil gaya
Lagta hai mere sine se dil nikal gaya)              2

Mammi ka daddy se bhi milaoon ga tujhe
Are Jo bhi main kahoon tujhe lagta hai kyun galat
Palat.....

Tera dhiyan kidhar hai
Ke tera hero idhar

 Tu palat

Tujhe itni bhi khabar hai
Ke tera hero idhar hai.....

Are aaaaa
kahin coffe pilaoon tujhe mein
Ha yaaaaaaaaaaa koi picture dikhauu tujhe mein

Chal ... Le chal tujhko aisi jagah
 O meri jaan e jaan
Jaha humko nahi ho kisi khabar
Jaha lage lage na kisi ki najar

Are Jo bhi main kahoon tujhe lagta hai kyun galat
Palat.....
Tera dhiyan kidhar hai
Ke tera hero idhar

 Tu palat


  hoooo kehta haikyun mujhse jamana
Are haaaa nahi aasan hai tujhko pana
Ahhh tere nakhre uthaoon sanam
mujhko teri kasam
Taang du chand ko teri khidki pe mein
Taak du jaan ko teri kurti pe mein


Are Jo bhi main kahoon tujhe lagta hai kyun galat
Palat.....
Tera dhiyan kidhar hai
Ke tera hero idhar

 Tu palat na

Allah Ke bande...Lyrics (Kailash Kher)

Song : Allah ke bande

Music by: Vishal Shekhar

Lyrics by: Vishal Dadlani



Tuta Tuta Ek Parinda Aise Tuta aa Ke Phir Jud na Paya
Luta luta kisne usko Aise luta aa ke phir ud na paya
Girta hua woh asma se aa ake gira zameen par
Khwabon Mein phir bhi Badal hi the woh kehta raha magar
Ke Allah ke Bande haas de, Allah ke bandhe
allah ke bande haas de jo bhi ho kal phir aayega
Allah ke bande haas de, allah ke bandhe
Allah ke bande haas de jo bhi ho kal phir aayega



Kho ke aapne par hi to usne tha udna sikhaaaa
Kho ke aapne par hi to ooooooooooooooooooooooo
Kho ke aapne par hi to usne tha udna sikhaaaa
Gum ko aapne saath mein lele dard bhi tere kaam aayegaa,
Allah ke bande hasde Allah ke bandhe,
Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega....



Tukde tukde ho gaya tha har sapna jab woh tutaaa
Bikhre tukdon ke mein Allah ki marzi ka manzar aayega.......
Allah ke bande haas de jo bhi ho kal phir aayega
Allah ke bande haas de, allah ke bandhe
Allah ke bande haas de jo bhi ho kaal phir ayegaa.....



Tuta tuta ek parinda aise tuta aa ke phir judna paaya
Luta lutaa kisne usko aise luta aa ke phir udna paaya
Girta hua woh aasma se aake gira zaameen par
Khwabon mein aur baaton mein phir bhi woh kehta raha magar
Ke allah ke bande hasde, allah ke bandhe
Allah ke bande haas de jo bhi ho kal phir ayegaa
Allah ke bande haas de  allah ke bandhe
Allah ke bande haas de jo bhi ho Kal phir aayega.a.....a....a......a.

Tauba Tauba ve ..lyrics (kailash kher)

Song name:Tauba Tauba

Singer: Kailash Kher

Movie : Khichdi


Tauba Tauba Tauba ufff,
Tauba Tauba Tauba ufff,
Tauba Tauba Tauba ufff

Tauba Tauba Tauba

Tauba Tauba ve eee terii surat
Masha e Allah ve eee  teri surat
Tauba Tauba ve teri surat
Masha e Allah ve teri surat
Tenu Jera mere liye rab ne Banaya mere Yaara
Dildaara dise rab da nazara
Tauba Tauba Tauba uff
Tauba Tauba Tauba
Tauba Tauba ve teri surat
Masha-e-allah ve teri surat
Tuenu Jera Mere liye rab ne Banaya mere Yaara
Dildaara dise rab da nazara
Tauba Tauba Tauba ufff
Tauba Tauba Tauba ufff

Tu chod jahan ki batein
Jag jhutha hai pagal hain
Tere Bina Yeh saari duniya ek virana jungle hain
Tere sang sang dolu teri khushbuU  mein gholu
Ang ang rang rang sara
Tauba Tauba Tauba ufff,
Tauba Tauba Tauba ufff

Tu khwab hai ya hai dhoka
Thagni hain ya koi maaya
Hain tu nachni nach nacha ve
Tujhe koi samajh na paya
Teri nazron ki dhaar tekhi tekhi hai Kataar
Jo bhi dekhe woh toh gaya bas maara...aaa.

Tauba Tauba Tauba ufff,
Tauba Tauba Tauba ufff
Tauba tauba ve teri surat
Masha  e  allah ve teri surat
Tauba tauba ve teri surat
Masha-e-allah ve teri surat
Tenu Jera mere liye rab ne banaya mere yaara
Dildaara dise rab da nazara
Tauba Tauba Tauba ufff,
Tauba Tauba Tauba ufff
Tauba Tauba ve teri surat.

Lyrics OF: Ittisi Hansi Ittisi Khusi (BARFI) Aashiyan

Lyrics OF:  Itti si Hasi  Itti si Khusi (BARFI)

Singers: Nikhil paul and Shreya Ghosal

Music by: Pritam Chakraborty

Film: Barfi (2012)

Lyrics by: Swanand Kirkire



Itti si hasi
Itti si khushi
Itta sa tukda chand ka
KhwaB ke, Tinko se.....
Chal Banaye  ashiya


Dabe Dabe paanv se
Aaye haulE-haule zindagi
Hothon pe pahi chadha ke
Hum taale laga ke chalE
Ghum sHum tarane chupkechupke GayE
Adhi adhi bante
Aja dil ki yeh zamEen
Thoda sa Tera sa Hoga
Thoda Mera bhi hoga,
Apna yeh ashiyan


Itti si hasi
Itti si khushi
IItta sa tukda chand ka
Khwab ke tinko se.............
Chal banaye ashiyaAA


Na ho char diwaren,
Fir bhi jharoke khule
Badalo ke Hoth pe
Shakhein hare pankhe jhalein........


Na ho koi taqrarein
Are masti tha hake chalein
Pyaar ke sikko se, Mahine ka kharcha chale....EEE......


Itti si hasi
Itti si khushi
Itta sa tukda chand ka
Khwab ke tinko se.......
Chal Banaye Ashiyaan............

ABCD ...Raat Ko Hoga Hungama: Lyrics

SONG: ABCD ...Raat Ko Hoga Hungama

MUSIC BY: Yo Yo Honey Singh

Film:  ABCD


Yo Yo Honey Singh

(Raat ko hoga hungama
Jab cham kega 

chanda mama
Suit  boot ko golii Maroo......
Pehen ko aa  jao 

pajama )______ 2


Yaaron ki yaari
Tazi karari
Uspe hai mauka
Phir Kahe 

ki duniya daari......................


Music laga yein
Mehfil jama yein
Duniya ki aisi

ki taisi
No zimme  darii..



Wo o  o.. 

Kya Chora
Oo o o

kya Chori...........
Ooo Say Everybody..
Say.. 

Wo o o .............
Hai hum bhi   oo
Ho tum bhi    oo
To chalu hoo pajama party



(A for aao re aao......
B for bhao na khao..........
C se chilla ke gao
D se daru Pee te Jao)_____________2


Thode saya....ne

Zyada dewane..
Teacher ke lecture ko o
Dirty picture bana de e...........
Jitna bigadu u.........
Utne Jugadu u........
College ke campus ko rocking
Disco bana de



Wo o o..

Kasam Se
Oo o o.. 

Hai Hum Se..
Wo o .. 

Yeh Duniya Saari
Say wo o o.
Hain Hum Bhi..

 oo o o ........
Ho tum bhi.. 

oo ..

To chaalu Ho Pajama party

(A   for aao re aao......
B    for bha oo na khao..........
C    se chilla ke gaoO..
D    Se Daaru Peete Jaao)_____________2


(Raat Ko Hoga Hungama
Jab Chamkega ChandaMama
Suit  Boot Ko Goli Maroo
Pehen Ko Aa Jaao Pajama )______.............. 2



Pajama loose loose
Birds chicks and some boose
Kudiyon ka laga hai buffet
Chahe Jo Karloo Choose



1 ya 2..
2 Ya 3..
Kis kis ko karun mein choose
Yahan sabhi hain haseen..
Haseen...........
Ye kudiyaan mujhse kya kya kar wayengi
Mera astrologer bhi hai kehta
Tujhko ladki ya mar wayengi..........



Thode saya ne 

zyada dewane..
Teacher Ke Lecture

Ko o
Dirty picture bana de e...........
Jitne bigadu u.........
Utne jugadu u........
College   ke   campus ko rocking
Disco  bana dein



Woo o o.. 

Kasam se
Oo oo..

Hai hum se..
Woo oo.. 

Yeh duniya sarii
Say woo o o  .....
Hain hum bhi.. 

oo o..
Ho tum bhi.. 

oo o o ................



To chaalu ho pajama party







(Raat ko hoga hungama
Jab cham kega chanda mama
Suit  boot ko golii Maroo......
Pehen ko aa  jao pajama )______ 2



Yo Yo Honey Singh.......

Atif Aslam: Tu jaane na(Lyrics )

Song: Tu jaane na

Singer: Atif Aslam

Movie: Ajab prem ki ghajab kahani


Kaise bataye kyun tujhko chahe
Yaara bata na paaye
Baatein dilon ki
Dekho Zubaan ki aankhein tujhe samjhayen
Tu jaane na
Tu jaane na

Tu jaane na
Tu jaane na

Mil ke bhi
hum na mile
Tumse na jane kyun
Milon ki hai fasle
Tumse hai jaane kyun
Anjane hain silsile
Tum se na jaane kyun
Sapne hai palkon tale
Tum se na jaane kyun

Kaise bataye kyun tujhko chahe
Yaara bata na paaye
Baatein dilon ki dekho zuban ki aankhein tujhe samjhayen
Tu jaane na
Tu jaane na

Tu jaane na
Tu jaane na

Nigahon mein dekho meri Jo har bas gaya
Woh hai milta tumse hoo bahu
ooo Jane teri aankhen thi
ya baatein thi wajah
Hue tum jo dil ki arzooo
Tum paas ho ke bhi
Tum aas ho ke bhi
Ehsaaas ho ke bhi
Apne nahi

Aise hai humko gile
Tum se na jane kyun
Milon ki hai fasle
Tumse hai jaane kyun
Tu jaane na
Tu jaane na

Tu jaane na
Tu jaane na

Khayalon mein lakhon batein
Yun keh gaya
Bolaa kuch na tere samne
OO O
Huye na begane bhi tum

Ho ke Aur ke
Dekho tum mere hi bane
Afsoos hota
Dil bhi yeh rota hai
Sapne sanjota hai
Pagla hua soche yeh
Hum the mil
Tum se na jane kyun

Milon ki hai fasle
Tumse hai jaane kyun
Anjane hain silsile
Tum se na jaane kyun
Sapne hai palkon tale
Tum se na jaane kyun

Kaise bataye kyun tujhko chahe
Yaara bata na paaye
Baatein dilon ki dekhon zuban ki aankhe tujhe samjhayen
Tu jaane na
Tu jaane na

Tu jaane na
Tu jaane na

Lyrics of Best Kailash kher collection: Pyar hai ya sajaa (Yaa Rabba)

Song Name: Yaa Rabba

Singer: Kailsh Kher

Movie: Salam E Ishq


Pyar hai ya sajaa
Ei mere dil bata
Tut ta kyun nahi
Dard ka silsila
Iss pyar mein ho kaise kaise imtihan
Yeh pyar likhe
kaisi kaisi hi dastan


Ya rabba  de de koi jaan bhi agar
Dilbar pe ho na,
Dilbar pe ho na koi asar..........
Ho oooo ya rabba,
De de koi jaan bhi agar
Dilbar pe ho na dilbar pe ho na koi asar

Ho pyar hai ya saja
Aye mere dil bata,
Tut ta kyon nahi,
Dard ka silsila,

Kaisa hai safar wafa ki manzil ka,
Na hai koi hal, 
Dillon ki mushkil ka,
Dhadkan dhadkan bikhri ranjishein,
Sansein sansein tuti bandhishein,
Kahin toh har lamha honthon Pe fariyaad hai,
Kisi ki duniya chaahat mein barbaad hai

Ya rabba, de de koi jaan bhi agar,
Dilbar pe ho na dilbar pe ho na koi asar,
Ho ya rabba,
De de koi jaan bhi agar,
Dilbar pe ho na dilbar pe ho na koi asar.

Koi na sune sisakti aahon ko,
Koi na dhare tadapti bahon ko,
Adhi adhi purii khowahishein,
Tuti phooti sab farmaishein,
Kahin shak hai kahin nafrat ki deewar hai,
Kahin jeet mein bhi shamil pal pal haar hai,

Ya rabba,
De de koi jaan bhi agar,
Dilbar pe ho na dilbar pe ho na koi asar,
Ho ya rabba,
De de koi jaan bhi agar,
Dilbar pe ho na dilbar pe ho na koi asar.........

Ho oooo Pyar hai ya sajaa,
Aye mere dil bata,
Tut ta kyon nahi,
Dard ka silsila                         Ho-o,

Na pooch dard mandon se,
Hansi kaisi khushi kaisi,
Musibat sar pe rehti hai,
Kabhi kaisi kabhi kaisi,

Ho rabba, rabba,
Rabba ho-o-o,
Ho-o-o rabba.

Lyrics of SHAMAS UD DOHA BADAR UD DOJA...Nusrat Fateh Ali Khan

 Lyrics of:  SHAMAS UD DOHA  BADAR UD DOJA
Singer: Nusrat Fateh Ali Khan
Genre: Qawali
 


Yaa Khuda jism mein Jab Tak ye mere jaan rahe
Tujh pe sadqe  tere meh bub pe qurban rahe
Kuch rahe yaa na rahe, par ye du'aa hai ke “Ameen”
Nizaa ke vaqt salaamat meraa iimaan rahe

Taaziim se letaa hai Khudaa naam-e-Muhammad
Kyaa naam hai ai salle-alaa naam-e-Muhammad
Allah kare usko haraam aatish-e-dozaKh
Jis shakhs ke dil pe likhaa ho naam-e-Muhammad

Jis dil meN Muhammad kii muhabbat nahiiN hotii
Us par kabhii Allah kii rahmat nahiiN hotii
Meraa ye aqiidaa hai agar zikr-e-Khudaa meN
Ye naam na shaamil ho ibaadat nahiiN hotii

Rabb ne farmaayaa merii qudrat kii hadd ko'ii nahiiN
Aur mere mehbuub kii rahmat kii hadd ko'ii nahiiN
Jab malak samjhe nahiiN to aadmii samjhegaa kyaa
Amina ke laal kii azmat kii hadd ko'ii nahiiN


Khudaa kaa nuur tujh meN huu-ba-huu hai
Khudaa pinhaaN magar tuu ruu-ba-ruu hai
Terii azmat kaa andaazaa ho kis ko
Khudaa hai aur Khudaa ke baad tuu hai

Shams-ud-duhaa Badr-ud-dujaa terii barii tauqiir hai
suurat terii shaah-e-umam, Allah kii tasviir hai

aisi surat teri kamli vale

Allah ne paas bulaa hii liyaa
bin dekhe Khudaa bhii rah na sakaa


Tumhaaraa saanii risaalat-mu'aab ho na sakaa
Tumhaaraa ko'ii kahiin bhii javaab ho na sakaa
Rasuul aur bhii aaye jahaan mein lekin
ko'ii bhii saahib-e-ummul kitaab ho na sakaa

Meraaj mein Jibriil se kahne lage shah-e-umam
Tuune to dekhe hain hasiin, batlaao to kaise hain ham
Ruuh-ul-Khudaa kahne lagaaa, ai naazniin haq kii qasam

Mere sohne kamlii vaalaRyaa, teraa aashiq kul zamaanaa ve
Tere husn kii kyaa taariif karaan, rabb aap teraa diivaanaa ve

Royaa shab-e-hijraanme  bahut ashq bahaayaa
Itne meN musavvir ko zaraa rahm jo aayaa
Naqshe ka'ii tasviiron ke saamne vo laayaa
Bola, ke ye Yusuf hain, ye Isaa hain, ye musaa
Maine kahaa inmen se kisii par nahiin shaidaa
Jab saamne laayaa vo shabiih-e-shah-e-vaalaa
Be-saaKhtaa us vaqt zubaan se merii niklaa

Duniyaa se kyaa, roz-e-jazaa unkaa hai mujhko aasraa
Main huun Ghulaam-e-mustafaa kaisii merii taqdiir hai
Vallail ho yaa kah-kashaan, zulf-e-nabii par hai fidaa
Ismein bandhe hain do-jahaan, kitnii hasiin zanjiir hai

Dushman bhii kahte hain yahii, kyaa baat hai sarkaar kii
Na aankh mein qahr-o-Ghazab, na haath mein shamshiir hai

Phir wohi raat hai lyrics - Kishore Kumar | Ghar (1978)

  "Phir wohi raat hai  lyrics"

Song name : phir wohi raat hai
Film: Ghar (1978)
singer: Kishore Kumar
Lyrics by: Gulzar
Music  By : R.D Burman

phir wohi raat hai 
hmmmmmmm...

Phir wohi raat hai 
Phir wohi raat hai khwaboo ki 
Ho raat bhar khwab mein dekha karenge tumhe
Phir wohi raat hai
Phir wohi raat hai

Masoom si nind mein , jab koi swapna chale
Humko bula lena tum, Palko ke parde tale
Yeh raat hai hai khwab ki, khwab ki raat hai
Phir wohi raat hai .........................


Phir wohi raat hai 
Phir wohi raat hai khwaboo ki
Kanch ke khwab hai, aankhon mein ruk jayenge
Yeh raat hai khwab ki, khwab ki raat hai
Phir wohi raat hai ..........................


Phir wohi raat hai 
Phir wohi raat hai khwaboo ki
Raat bhar khwab mein dekha karenge tumhe
Phir wohi raat hai ......................