Showing posts with label Qawali. Show all posts
Showing posts with label Qawali. Show all posts

Tumhe dillagi bhul jaani padhegi lyrics - Nusrat Fateh Ali Khan | Qawali

Tumhe dillagi bhul jaani padhegi lyrics
Nusrat Fateh ali Khan
Genre : Qawali

This is a very popular Nusrat Gateh Ali Khan Qawali .



Aaa.......

Tumhe dillagi bhul , jaani padhegi
Mohabbat ki rahon mein aa kar to dekho

Aaaa......

Tumhe dillagi bhul ..........

Tadapne pe mere na ,phir tum haso ge
Kabhi dil kisi se ,laga kar to dekho

Tumhe dil lagi.......
Dil laagi bhul jaani padhegi..
Aaa.....

Hoton ke paas ,aaye hasi , kya majala hai
Dil ka maamla hai koyi, dil lagi nahi

Dil laagi bhul jaani padhegi..
tumhe...

Aaa.....
Dil laagi bhul jaani padhegi..


Zakhm pe zakhm , kha ke ji
Apne lahu, ke dhoond ti
Aa ha na kar , labhon ko si
Ishq hai dil lagi nahi

Dil laagi, bhul jaani padhegi..

Dil lagakar pata chalega tumhe ,
Aashiqui dil lagi nahi hoti

Dil laagi, bhul jaani padhegi..

Kuch khel nahi hai ishq ki laag
Paani na samajhiye yeh aag hai aag

Dil laagi bhul jaani padhegi..
Tumhe ....
Aaa......

Khur lagegi ye lagi dil ki
Khel samjho na dil lagi dil ki

Dil laagi bhul jaani padhegi..

Yeh ishq nahi aasaan
Bas itna samajh li jey
Ik aag ka dariya hai aur rup ka chara hai

Dil laagi bhul jaani padhegi..
Ye tumhe dil lagi....

Wafao ki hum se,  tabah toh nahi hai
Aaa...
Wafao ki hum se,  tabah toh nahi hai

Da re da , da re da ni da .............
....................................................
Sa ga ma , ma pa da, ma pa ni , da ni da pa , da da da
Sa ga ma , ma pa da, ma pa ni , da ni da pa , da da da
Sa ga ma , ma pa da, ma pa ni , da ni da pa , da da da
da ni da pa , da da da
da ni da pa , da da da

Wafao ki hum se,  tabah toh nahi hai
Magar ekbaar azma kar toh dekho
Zamane ko apna, bana kar to dekha
Humein bhi tum apna, bana kar to dekho
Khuda ke liye ,chhod do ab yeh parda
Aaa....

[Rukh se naqab utha , ke badi der ho gayi
Na ho ..... ko tarabat ye pura diye huye]

Khuda ke liye chhod do ab yeh parda
Aaa...

Hum na samjhi ,teri nazron ka takada kya hai
Kabhi parda , kabhi jalwa , kabhi tamasha kya hai

Khuda ke liye chhod do ab yeh parda
Aaa...

Jaan-e-jaan , jaan-e-jaan
Hum se yun hi jang nahi dekhi jati

Khuda ke liye chhod do ab yeh parda
Aaa...

Ke hai aaj hum tum , nahi gair koyi

Shab e basn ki hai , hijab iska dar kyun
Zara rukh se aanchal ,utha kar to dekho

Zafayein bahut ki, bahut zulm uthaye
Kabhi ik nigahein, karam iss taraf bhi

Humesha huye dekh ,kar mujhko barham
Kisi din zara ,mushkura kar toh dekho

Da da da da ... da re da ni da ....

Humesha huye dekh.....

Ma pa da......

Humesha huye dekh.....

Jo ulfat mein har ik, sitam hai gawara
Wo sab kuch hai pa se , wafa tum se warna

Sata te ho din raat , jis tarha mujhko
Kisi gair ko , yun sata kar to dekho

Agar je kisi baat , par wo khwafa hai
To achcha yehi hai , tum apni si kar lo

wo maane na maane , yeh marzi hai unki
Magar unko purnam, banakar to dekho

Tumhe dillagi bhul jaani padhegi
Mohabbat ki rahon mein aa kar to dekho

Murshid Khele Holi Lyrics | Javed Ali, Munawwar Masoom | D-Day [2013]

Murshid Khele Holi Lyrics

Song Title : Murshid Khele Holi
Movie : D-Day [2013]
Singer[s]: Javed Ali, Munawwar Masoom
Music by: Shankar, Ehsaan, Loy
Lyrics by : Niranjan Iyenger
Star Cast: Arjun Rampal, Rishi Kapoor, Irrfan Khan, Shruti Haasan, Huma Qureshi
Genre : Qawali
Music Label: T-Series


This is a very nice Qawali from the 2013 movie D-Day . 

Chhota teer jo uski - kamaan se
Ja laage jitt laag na
Chori likhi hai
Bhagya mein tere
To kya sona ..
Kya jaagna
Ho oo oo oo..
Sawaat e suhaa / rang sabke naseeb da
Ho oo oo oo..
Sawaat suhaa / rang naseeb da
Khele'n 'dukh sukh ' aankh micholi
Ho oo......
Khele'n 'sukh dukh ' aankh micholi

Jee mein tuu ..
Jaan mein tuu...
Mere saare jahan mein tuu

Jee mein tuu ..
Jaan mein tuu...
Mere saare jahan mein tuu

Ho oo oo oo..
Sawaat suhaa rang / sabke naseeb da aa aaa.........
Khele'n 'dukh sukh ' aankh micholi
Mera Murshid khele -Holi
Mera Murshid khele- Holi

Yaara rang hai uska nyaara
Mera Murshid khele- Hori
Pyala chhidke apne karam ka [aa aa...]
Pyala chhidke apne karam ka
Rang de sab sansaara ....
Mera Murshid khele -Holi
Mera Murshid khele- Holi
Pyala chhidke /apne karam ka
[Oo]
Pyala chhidke /apne karam ka
Rang de sab sansaara ....
Oo O O O O

Ishq da rang hai nyaara
Tere Ishq da rang hai nyaara 
Tere Ishq da rang hai nyaara
Tere Ishq da rang hai nyaara


Jee mein tuu ..
Jaan mein tuu...
Mere saare jahan mein tuu

Jee mein tuu ..
Jaan mein tuu...
Mere saare jahan mein tuu

Oo o o o o ..ooo..
Uski rangat meri aadat
Uski chahat ek ibadat
Aa aa aaa aaaaaaaaa......
Uski rangat [meri aadat hai]
Uski chahat [ek ibadat hai]
Uski hone se [ sab salamat hai ]
Uski nazron se sab ki Barqat hai
Sab ki....... Barqat hai

Naach naseeba / taar pe jiske
Haath hai jiske dori..
Mera Murshid khele -Holi
Mera Murshid khele- Holi
[Oo]
Pyala chhidke /apne karam ka
Pyala chhidke /apne karam ka
Rang de sab sansaara ....Ho O O O O

Ishq da rang hai uske nyaara
Tere
Ishq da rang hai nyaara
[Ishq da rang hai nyaara]
Ishq da rang hai nyaara
Ishq da rang hai nyaara


Uske rahem se - sab kuch rangiya
[Rangiyaa]
Uski neymat se jag sajiyaa

Ga ma pa ni sa.... / ni pa / ga ma re

Kahin kaanton pe [ phool bikhraaye ]
Kahin ashqo'n ke [ bich mushkaaye ]
Kahin kaanton pe [ phool bikhraaye ]
Kahin ashqo'n ke [ bich mushkaaye ]

Kahin palko'n /pe khwab sajaaye
kahin raaton /se neend udaaye
Kahin badal/ kahin barkha
Kahin makhra / kahin sarkha aa.......
Roop saluk pe / na ja uske
Sabad anek hai /ek hai boli
Mera
Murshid khele -Holi
Mera Murshid khele- Holi
Yaara rang ma uska nyaara 
Mera Murshid khele -Holi

Jee mein tuu ..
Jaan mein tuu...
Mere saare jahan mein tuu

Jee mein tuu ..
Jaan mein tuu...
Mere saare jahan mein tuu

Aa aa aa aaa ..........................

Jee mein tuu  uu uu uu uu
Jaan mein tuu...
Mere saare jahan mein tuu
Jee mein tuu ..
Jaan mein tuu...
Mere saare jahan mein tuu
Jee mein tuu ..
Jaan mein tuu...
Mere saare jahan mein tuu

Ooo ...Pyala chhidke /apne karam ka .......
Rang de sab sansaara .... mera
Pyala chhidke /apne karam ka .......
Pyala chhidke /apne karam ka .......
Rang de sab sansaara ....
Ooo o o
Ishq da rang hai nyaara
Tere Ishq da rang hai nyaara
Tere Ishq da rang hai nyaara
Tere Ishq da rang hai nyaara


Jee mein tuu ..
Jaan mein tuu...
Mere saare jahan mein tuu
Jee mein tuu ..
Jaan mein tuu...
Mere saare jahan mein tuu

Ni re ni dha sa ni pa ma re ma re re sa 
                               

Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad lyrics | Sabri Brothers | Billa No. 786 [2000]

Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad lyrics 

Movie: Billa No. 786 [2000]
Singers: Sabri Brothers
Lyrics by: Vinay Bihari
Music by: Luv - Kush
Director : Imran Khalid
Music Label: Saregama
Genre: Qawali

Very popular Qawali of Sabri Brothers .  

Shahe madina suno 
Iltazaa khuda ke liye
Karam ho mujhpe Habib-e - khuda /Khuda ke liye 
Huzur uh chaye / ummeed kab to khil jaaye 
Tumhare dar ka deta hoon/ to bheek mil jaaye 
Bhar Do Jholi
Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad
Laut Kar Main Na Jaaoonga Khaali

Tumhaare Aastane Se Zamaana Kya Nahin Paata...x2
Koi Bhi Dar Se Khaali Maangne Waala Nahin Jaata

Bhar Do Jholi Meri / Sarkaar-e-Madeena
Bhar Do Jholi Meri / Taajdaar-e-Madeena

Tum Zamaane Ke Mukhtaar Ho Ya Nabi
Bekason Ke Madadgaar Ho Ya Nabi

Sab Ki Sunte Ho Apne Ho Ya Ghair Ho
Tum Ghareebon Ke Gham-khwaar Ho Nabi

Bhar do jholi meri Sarkaar-e-Madeena
Bhar do jholi meri Taajdaar-e-Madeena

Hum Hain Ranj-o-museebat Ke Maare Hue
Saqt Mushkil Mein Hain Gham Se Haare Hue

Ya Nabi kuchh Khudaara Humein Bheek Do
Dar Pe Aaye Hain jholi Pasaare Hue

Bhar Do Jholi Meri Sarkaar-e-Madeena
Bhar Do Jholi Meri Taajdaar-e-Madeena
BHAR DO JHOLI

Hai Mukhaalif Zamaana Kidhar Jaaein Hum
Haalat-e-bekasi Kisko Dikhlaaye Hum

Hum Tumhaare Bhikaari Hain Ya Mustafa
Kiske Aage Bhalaa Haath Phailaayein Hum

Bhar Do Jholi Meri Sarkaar-e-Madeena
Bhar Do Jholi Meri Taajdaar-e-Madeena

Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad
Laut Kar Main Na Jaaoonga Khaali

Kuchh nawaason ka sadqa ataa ho
Dar pe aaya hoon bankar sawaali

Haq Se Paayi Wo Shaan-e-kareemi
Marhaba Dono Aalam Ke Waali

Uski Qismat Ka Chamka Sitaara
Jis Pe Nazr-e-karam Tum Ne Daali

Zindagi Bakhsh Ki Bandagi Ko
Aabroo Deen-e-haq Ki Bachaali

Wo Muhammad Ka Pyara Nawasa aa
Jisne Sajde Mein Gardan Kataali

Jo Ibn-e-murtaza Ne Kiya Kaam Khoob Hai
Qurbaani-e-Hussain Ka Anjaam Khoob Hai

Khurbaan Ho Ke Fatema Zehra Ke Chain Ne
Deen-e-Khuda Ki Shaan Badhaayi Hussain Ne

Bakhshi Hai Jisne Mazhab-e-Islam Ko Hayaat
Jitni Azeem Hazrat-e-Shabbir Ki Hai Zaat

Maidaan-e-Karbala Mein Shah-e-khush Khisaal Ne
O Sajde Mein Sar Kataa Ke Mohammad Ke Laal Ne

Zindagi Bakhsh Di Bandagi Ko
Aabroo Deen-e-haq Ki Bachaali

Wo Muhammad Ka Pyara Nawasa
Jisne Sajde Mein Gardan Kataali

Aaa.....alll..aah...

Hashr Mein Unko Dekhenge Jis Dam
Ummati Ye Kahengey Khushi Se

Aa Rahey Hain Wo Dekho Mohammad
Jinke Kaandhe Pe Kambli Hai Kaali

Mehshar Ke Roz Pesh-e-Khuda Hongey Jis Ghadi
Hogi Gunahgaaron Mein Kis Darjaa Bekali

Aate Hue Nabi Ko Jo Dekhenge Ummati
Ek Doosre Se Sab Ye Kahenge Khushi Khushi

Aa Rahey Hain Wo Dekho Mohammad
Jinke Kaandhe Pe Kambli Hai Kaali

Sar-e-mehshar /Gunahgaaron Se /Purzish Jis Ghadi Hogi
Yaqinan /Har Bashar Ko/ Apni Bakhshish Ki Parhi Hogi

Sabhi Ko Aas Us Din Kambli Waale Se Lagi Hogi
Ke Aise Mein/ Mohammad Ki/ Sawaari Aa Rahi Hogi

Pukaarega Zamaana /Uss Ghadi Dukh Dard Ke Maaron
Na Ghabraao Gunahgaaron Na Ghabraao Gunahgaaron

Aa Rahey Hain Wo Dekho Mohammad
Jinke Kaandhe Pe Kambli Hai Kaali

Aa Rahey Hain Wo Dekho Mohammad
Jinke Kaandhe Pe Kambli Hai Kaali

Aashiq-e-mustafa Ki Azaan Mein / Allah Allah Kitna Asar Tha
Sachaa Ye Waaqiya Hai Azaan-e-Bilaal Ka

Ek Din Rasool-e-paak Se Logon Ne Yun Kahaa
Ya Mustafa Azaan Ghalat Dete Hain Bilaal

Kahiye Huzoor Aap Ka Iss Mein Hai Kya Khayaal
Farmaaya Mustafa Ne Ye Sach Hai To Dekhiye

Waqt-e-sahar Ki Aaj Azaan Aur Koyi De
Hazrat Bilaal Ne Jo Azaan-e-sahar Na Di

Khudrat Khuda Ki Dekho Na Mutlaq Sahar Huyi
Aaye Nabi Ke Paas Kuchh As’haab-e-baasabaa

Ki Arz Mustafa Se Aye Shah-e-ambiya
Hai Kya Sabab Sahar Na Huyi Aaj Mustafa

Jibreel Laa-ye Aise Mein Paygham-e-Kibriyaa
Pehle To Mustafa Ko Adab Se Kiya Salaam

Baad As Salaam Unko Khuda Ka Diya Payaam
Yun Jibraeel Ne Kahaa Khair Ul Anaam Se

Allah Ko Hai Pyaar Tumhare Ghulam Se
Farmaa Raha Hai Aap Se Ye Rabb-e-Zuljalaal

Hogi Na Subha Denge  Na Jab Tak Azaan Bilaal
Aashiq-e-mustafa Ki Azaan Mein /Allah Allah Kitna Asar Tha

Arsh Waale Bhi Sunte Thhe Jisko
Kya Azaan Thi Azaan-e-bilaali

Aaa aa aa.............

Kaash Purnam Se Aaye Nabi Mein
Jeete Ji Ho Bulaawa Kisi Din

Haal-e-gham Mustafa Ko Sunaoon
Thaam Kar Unke Rauze Ki Jaali

Aa aa.................................
Haal ............

O o o ....ooo............

Ga ma ma /ga ma ga /sa ni da 
Dha ni sa ga /ma ma ga/ sa ni da 
Da ni sa ga ma ga ni ni ni ni dha ma 
Ga ma ma ga/ sa ni da 
Dha ni sa ga ma dha ni sa /sa  ni dha ma pa ga ma re ni re sa 

Haal-e-gham Mustafa Ko Sunaoon
Thaam Kar Unke Rauze Ki Jaali

Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad
Laut Kar Main Na Jaaoonga Khaali

Sanu Ik Pal Chain Lyrics - Nusrat Faeh Ali Khan

"Sanu Ik Pal Chain Lyrics"

Nusrat Fateh Ali Khan


 
Sanu Ikk Pal chain na aa-vay sajna aa terey bina aa
Sada kaliyaa ji nahi lagra sajna terey bina

Sanu Ik Pal Chain Na Awe Sajna Tere Bina
Dil kamla doob doob jaa-ve sajna tere bina

Sanu ikk pal chain na aa-ve sajna tere bina

Khuda dushman kise nu we hijr da rog na laa-we
Zamana marda taney judai jaan paai khawe

Sanu ik pal chain na aa-ve sajna tere bina

Beqaadri nal preetan la ke aeho Pujhdeya hona
Sunjhya Raah takdyaa rehna kalyan beh ke royawan

Sanu ikk pal chain na aa-ve sajna tere bina

Beparwai adat teri Aye rujia jan rakhiyaan
Suthrhay Bhaag Na Jagay mere Sun na Dendiyan Aakhiyaan

Sanu Ikk pal chen na aa-ve sajna tere bina

Tann vee pyasa  mann ve pyasa tainu kol bulawaan
Tu aave te jaan na deewan jaa- ve te mar jawaan

Sanu Ik Pal Chain Na Awe Sajna Tere Bina
Dil kamla doob doob jaa-ve sajna tere bina

"Hum e toh loot liya lyrics"

                        "Hum e toh loot liya lyrics"

Song: Hum e toh loot liya
Movie : Al Hilal [1958]
Singer : Ismail Azad Qawwal
Music By : Bulo C Rani
Lyrics by : Shewan Rizvi
Genre: Qawali

Hum-e Toh Loot Liya
Milke Husn Waalo Ne
Kaale Kaale Baloo Ne
Gore Gore Gaalo Ne

Nazar Mein Shaukia Aur
Bachpanaa Shararat Mein
Aada Ye Dekh Ke Hum
Fans Gaye Mohabbat Mein
Hum Apni Jaan Se Jaayenge
Jinki Ulfat Mein
Yakin Hai Ke
Na Aayenge Wo Hi Maaiyat Mein
Khuda Saawal Karega Agar Kayaamat Mein
Toh Hum Vi Keh Denge
Hum Loot Gaye Sharafat Mein


Hum-e Toh Loot Liya
Milke Husn Waalo Ne
Kaale Kaale Baloo Ne
Gore Gore Gaalo Ne


Hum-e Toh Loot Liya
Milke Husn Waalo Ne
Kaale Kaale Baloo Ne
Gore Gore Gaalo Ne


Wahi Wahi Pe Qayaamat Ho
Woh Jidhaar Jaayein
Jhunki Jhunki Huyi
Nazroo Se Kaaam Kar Jaa-ye
Tadaapta Chodd De
Raaste Aur Gujaar Jaa-ye
Situm To Yeh Hain,
Ke Dil Le Le Aur Muh Kar Jaa-ye
Samajh Mein Kuch Nahi Aata
Ki Hum Dikhar Jaye'
Ab Yehi Iraada Hai '
Yeh Kehke Hum To Mar Jaaye



Hum-e Toh Loot Liya
Milke Husn Waalo Ne
Kaale Kaale Baloo Ne
Gore Gore Gaalo Ne

Hum-e Toh Loot Liya
Milke Husn Waalo Ne
Kaale Kaale Baloo Ne
Gore Gore Gaalo Ne


Wafa Ke Naam Pe Maara Hai
Bewafa O Ne
Ke Dum Bhi Humko Na
Lene Diya Jafao Ne
kuda Bhula Diya
Husn  Ki Kudao Ne
Mitaa Ke Chodd Diyaa
Ishq Ki Kataao Ne
Udaaye hossh Kabhi
Zulf Ki Hawa O Ne
Haye Naaz Ne Looota
Kabhi Adao Ne

Hum-e Toh Loot Liya
Milke Husn Waalo Ne
Kaale Kaale Baloo Ne
Gore Gore Gaalo Ne


Hum-e Toh Loot Liya
Milke Husn Waalo Ne
Kaale Kaale Baloo Ne
Gore Gore Gaalo Ne

Hazar Loot Gaye
Nazaro Ke Ik Ishare Par
Hazaro Bahe Gayee
Toofan Banake Dhaare Par
Na Inke Waado Ka Kuch
Thik Hai Na Baato Ka
Fasana Hota Hai
Inka Hazaar Raato Ka
www.69lyrics.com
Bahut Haasin Hai
Waise To Volapan Inka
Bhara Hua Hai Magar
Zeher Se  Badan Inka
Ye Jisko Kaat Le
Paani Wo Pee Nahi Sakta
Inhi Ke Mare Huya
Hum Vi Hai Zaamane Mein
Hai Char Lafz
Mohabbat Ke Iss Fasaane Mein

[Hum-e Toh Loot Liya
Milke Husn Waalo Ne
Kaale Kaale Baloo Ne
Gore Gore Gaalo Ne].......2


 Jamana Inko Samajhata
 Hai Nekhy-var Masum
 Magar Yeh Kehte Hain Kya
 Hai Kisiko Kya Malum
 Inhe Naa Teer Naa Talwar
 Ki Zarurat Hai
 Shikar Karne Ko Kafi
 Nigahe Ulfat Hain
 Hasin Chal Se Dil
www.69lyrics.com
 Payamal Karate Hain
 Najar Se Karate Hain
 Baatein Kamal Karte Hain
 Har Ek Baat Me
 Matalab Hajar Hote Hain
 Yeh Sidhe Sade Bade
 Hoshiyar Hote Hain
 Khuda Bachae Hasino Ki Tez Chaalo Se
 Pade Kisi Kaa Bhi Palla Naa Husna Walo Se

[Hum-e Toh Loot Liya
Milke Husn Waalo Ne
Kaale Kaale Baloo Ne
Gore Gore Gaalo Ne]..........2



 Husnawalo Me Mohabbat Ki Kami Hoti Hai
 Chahane Walo Ki Takdeer Buri Hoti Hai
 Inki Bato Me Banawat Hi Banawat Dekhi
 Sharm Ankho Me Nigaho Me Lagawat Dekhi
 Aag Pehle Toh Mohabbat Ki Laga Dete Hain
 Apani ruksar ka deewana Bana Dete  Hain
 www.69lyrics.com
 Dosti Kar Ke Phir Anjan Najar Aate Hain
 Sach Toh Yeh Hai Ke Beyiman Najar Aate Hain
 Maute Kam Nahee Duniya Me Mohabbat Inki
 Jindgi Hoti Barabad Badaulat Inki
 Din Baharo Ke Gujarate Hain Magar Mar Marke
 Loot Gaye Hum Toh Hasino Pe Bharosa Kar Ke


[Hum-e Toh Loot Liya
Milke Husn Waalo Ne
Kaale Kaale Baloo Ne
Gore Gore Gaalo Ne]..............2

Sanson Ki Mala Pe Simruu Main ...LYRICS [Nusrat Fateh Ali Khan]

Song : Sanson Ki Mala Pe Simruu Main

Singer: Nusrat Fateh Ali Khan

Genre: Qawali


Sanson Ki Mala Pe Sim-roon Main Pee Kaa Naam
Sanson Ki Mala Pe Sim-roon Main Pee Kaa Naam
Apne Man Ki Main Janoon Aur Pee Ke Mann Ki Ram


Ek Ka Sajaan Mandir Mein Ek Ka Preetam Masjid Mein
Aur Sanson Ki Mala Pe Sim-roon Main Pee Kaa Naam


Papihay oh Papihay Tu Yeh Kyun Aansu Bahata Hai
Zubaan Pe Teri Pee Pee Kis Liye Reh Reh Ke Aata hai


Sadaye Dard o Gham Kyun Dard Mandoon Ko Sunata Hai
Jo Khud Hi Jal Raha Hoon Aur Kyun Us Ko Jalata Hai


Katon Tori Choonch Paheha Raam Daroon Pe Loon
Mein Pee Ki Aur Pee Mora Tu Pee Kehay Hai Kaun


Her Kismat Ke Haath Hain Kis Bandhan Ki Laaj
Mein Ne To mann Likh Diya Sawariya Ke Naam


Mein Pee Ki Morat Ko Pujoon,
Mein Pee Ki Surat Ko Pujoon
Her dum...
Sanson Ki Mala Pe Simruu Main Pee Ka Naam


Pe Ke Naam Kahun Mein Pujari Naam Pee Ka
Har Saans Mein Warii Simruu Mein Pee Ka Naam


Sanson Ki Mala Pe Simruu Main Pee Ka Naam
Hum Aur Nahi Ke Chup -wan Ke Matware Pee Ke Naam Ke


Sajni Baati Kab Likhuun Jo Preetam Ho Pardesh
Tan Mein Mann Mein Piya Basay Bhejun Kisay Sandesh Mein


Her Her Mein Hai Har Basay,
Her Her Ko Hai Her Ki Aas
Her Ko Her Her Dhoond Phiri
Aur Her Hai Moree Paas


Din Dharam Sab Chor Ke Mein To Pee Ki Dhuun Mein Sud Bud Khoyee
Chit Jaaon Gun Pee Ke Gaaun Aur Nahi Koi Doja Kam


Aa Piya  In Nainan Mein Jo Pankh Danp Ohe Nu
Na Mein Dekhun Ghair Ko Na To-hay Dekhan Duun


Preetam HumTum Eik Hein
Jo Kehein Sunan Mein Do
HumTum Eik Hein Preetam HumTum Eik Hein


Preetam Tuumre Sang Hai Apna Raaj Suhag
Tum Nahi To Kacho Nahi Tum Mile To Jaage Bhaag


Augan Pooja Paat Tajay Aur Laga Prem Ka Rog
Preetam Ka Bas Dhyan Rehay Yehi Hai Apna Joob


Haath Churaa Wat Jaat Ho,
Jo Nirmil Jaan Ke Mohe
Hirde Mein Se Jawat Ho Taab Mein Jaanuun Tohe


Her Dam Dekho Mora Peharwa Sada Rahat More Ghar Nahi
Ander Baaher Aap Wohi Hai Mein Naahen Mein Naaheen


Joganya Ka Bhess Bana Ke Pee Ko Dhondan Jaaon ree
Nagri Nagri Daare Dwaare Pee Ki Shabad Sunaun Re

Taras Bikhari Jag Mein Ho Ke Darshan Bhichya Paaon Re
Tan Maan Un Per Varoon Pee Ki Joganya Kehla-uun Ree


Preetam Ka Kuuch Dos Nahi Hai
Wo To Hai Nirdosh
Aapne Aap Se Baatein Ker Ke Ho Gayi Mein Badnaam

Prem Peeyala Jab Se Piya Hai
Jee Ka Hai Yeh Haal
Deedar Pe Neend Aa Jaaye Kanton Pe Aaram

Jeevan Ka Sanghar Hai Preetam
Mang Ka Hai Sindoor
Preetam Ki Nazroon Se Geer Kar Jeena Hai Kiss Kaam

Sanson Ki Mala Pe Sim-roon Main Pee Kaa Naam
Preetam Ki Nazroon Se Geer Kar Jeena Hai Kiss Kaam

Sanson Ki Mala Pe Sim-roon Main Pee Kaa Naam
apne Mann Ki Mein Januun Aur Pee Ke Mann Ki Ram

Sanson Ki Mala Pe Sim-roon Main Pee Kaa Naam.........

Lyrics of SHAMAS UD DOHA BADAR UD DOJA...Nusrat Fateh Ali Khan

 Lyrics of:  SHAMAS UD DOHA  BADAR UD DOJA
Singer: Nusrat Fateh Ali Khan
Genre: Qawali
 


Yaa Khuda jism mein Jab Tak ye mere jaan rahe
Tujh pe sadqe  tere meh bub pe qurban rahe
Kuch rahe yaa na rahe, par ye du'aa hai ke “Ameen”
Nizaa ke vaqt salaamat meraa iimaan rahe

Taaziim se letaa hai Khudaa naam-e-Muhammad
Kyaa naam hai ai salle-alaa naam-e-Muhammad
Allah kare usko haraam aatish-e-dozaKh
Jis shakhs ke dil pe likhaa ho naam-e-Muhammad

Jis dil meN Muhammad kii muhabbat nahiiN hotii
Us par kabhii Allah kii rahmat nahiiN hotii
Meraa ye aqiidaa hai agar zikr-e-Khudaa meN
Ye naam na shaamil ho ibaadat nahiiN hotii

Rabb ne farmaayaa merii qudrat kii hadd ko'ii nahiiN
Aur mere mehbuub kii rahmat kii hadd ko'ii nahiiN
Jab malak samjhe nahiiN to aadmii samjhegaa kyaa
Amina ke laal kii azmat kii hadd ko'ii nahiiN


Khudaa kaa nuur tujh meN huu-ba-huu hai
Khudaa pinhaaN magar tuu ruu-ba-ruu hai
Terii azmat kaa andaazaa ho kis ko
Khudaa hai aur Khudaa ke baad tuu hai

Shams-ud-duhaa Badr-ud-dujaa terii barii tauqiir hai
suurat terii shaah-e-umam, Allah kii tasviir hai

aisi surat teri kamli vale

Allah ne paas bulaa hii liyaa
bin dekhe Khudaa bhii rah na sakaa


Tumhaaraa saanii risaalat-mu'aab ho na sakaa
Tumhaaraa ko'ii kahiin bhii javaab ho na sakaa
Rasuul aur bhii aaye jahaan mein lekin
ko'ii bhii saahib-e-ummul kitaab ho na sakaa

Meraaj mein Jibriil se kahne lage shah-e-umam
Tuune to dekhe hain hasiin, batlaao to kaise hain ham
Ruuh-ul-Khudaa kahne lagaaa, ai naazniin haq kii qasam

Mere sohne kamlii vaalaRyaa, teraa aashiq kul zamaanaa ve
Tere husn kii kyaa taariif karaan, rabb aap teraa diivaanaa ve

Royaa shab-e-hijraanme  bahut ashq bahaayaa
Itne meN musavvir ko zaraa rahm jo aayaa
Naqshe ka'ii tasviiron ke saamne vo laayaa
Bola, ke ye Yusuf hain, ye Isaa hain, ye musaa
Maine kahaa inmen se kisii par nahiin shaidaa
Jab saamne laayaa vo shabiih-e-shah-e-vaalaa
Be-saaKhtaa us vaqt zubaan se merii niklaa

Duniyaa se kyaa, roz-e-jazaa unkaa hai mujhko aasraa
Main huun Ghulaam-e-mustafaa kaisii merii taqdiir hai
Vallail ho yaa kah-kashaan, zulf-e-nabii par hai fidaa
Ismein bandhe hain do-jahaan, kitnii hasiin zanjiir hai

Dushman bhii kahte hain yahii, kyaa baat hai sarkaar kii
Na aankh mein qahr-o-Ghazab, na haath mein shamshiir hai

Biba Sada Dil Morr De.......... Lyrics


Biba Sada Dil Morr De Lyrics

Je tu akhiyan de samnay nai rehna
Te biba sada dil morh de
Je tu akhiyan de samnay nai rehna
Te biba sada dil morh de

Ahay biba sada dil sada dil mor de

Je tu akhiyan de samnay nai rehna
Te biba sada dil morh de, aaa

Je tu akhiyan de samnay nai rehna
Te biba sada dil morh de
Ker bethi sajna bharosa tere pyar te
Ron bethi dil ve mai tere aitebaar te

Je tu akhiyan de samnay nai rehna
Te biba sada dil morh de
Je tu akhiyan de samnay nai rehna
Te biba sada dil morh de

Asaan nit da vichora naio sehna
Te biba sada dil morh de
Asaan nit da vichora naio sehna
Te biba sada dil morh de, aaa

Asaan nit da vichora naio sehna
Te biba sada dil morh de

Sada dil morh de
Sada dil morh de
Sada dil morh de
Sada dil morh de
Sada dil morh de

Asaan nit da vichora naio sehna
Te biba sada dil morh de
Inj door door reh ke naio chak
(Jhal?)
Lagna, asaan deed bina nahi kuch hoor mangna

Aywi nikka jiya manana nai kehna
Te biba sada dil morh de
Aywi nikka jiya manana nai kehna
Te biba sada dil morh de, aaa

Aywi nikka jiya manana nai kehna
Te biba sada dil morh de

Aywi nikka jiya manana nai kehna
Te biba sada dil morh de
Tenu chaiyede ne dil walay phaid kholne
Asaan tere naal kayi dukh sukh pholne

Sade kol nai tun khari pal bhena
Te biba sada dil mor de
Sade kol nai tun kari pal bhena
Te biba sada dil mor de

Sade kol nai tun khadi pal bhena
Te biba sada dil mor de
Teri marzi ey sade naal wakh honde
Sade marzi hai tere peche kakh hondi

Dukh pechla he jogi sanu dena
(Kehna?)
Te biba sada dil mor de
Dukh pechla he jogi sanu dena
(Kehna?)
Te biba sada dil mor de, aaa

Dukh pechla he jogi sanu dena
(Kehna?)
Te biba sada dil mor de

Dukh pechla he jogi sanu dena
(Kehna?)
Te biba sada dil mor de

Dukh pechla he jogi sanu dena
(Kehna?)
Te biba sada dil mor de, aaa

Dukh pechla he jogi sanu dena
(Kehna?)
Te biba sada dil mor de
Je tu akhiyan de samne nai rehna
Te biba sada dil mor de

Woh hata rahe hain parda : Lyrics of nusrat fateh ali khan Qawali


Woh Hata Rahe Hain Pardah Lyrics
 
Woh hata rahe hain parda

Woh hata rahe hain parda
Sar-e-baam chupke chupke

Woh hata rahe hain parda
Sar-e-baam chupke chupke
Mein nazara kar raha hoon
Sare-e-shaam chupke chupke

Ye jhuki jhuki nigaahein
Ye hasein hasein isharay
Mujhe de rahe hain shayed
Woh payam chupke chupke

Na dikhaao chalte chalte
Yun kadam kadam pe shokhi
Koi katl ho raha hai
Koi katl ho raha hai
Sar-e-aam chupke chupke

Kabhi shokhian dikhana
Kabhi un ka muskurana
Yeh adaaein kar na dalein
Mera kaam chupke chupke

Ye jo hichkiyan musalsal
Mujhe aa rahi hain alam
Koi le raha hai shayed
Koi le raha hai shayed
Mera naam chupke chupke

Woh hata rahe hain parda

Afreen Afreen : Lyrics of Nusrat Fateh Ali Khan song

                        "Afreen Afreen Lyrics"

Genre : Qawali

Husn-e-jana kee tarif mumkin nahee
Afreen afreen afreen afreen...........
Too bhee dekhe agar toh kahe hamnashi
Afreen afreen afreen afreen...........) - (2)
Husn-e-jana kee tarif mumkin nahee - (2)

Aisa dekha nahee khubsurat koyi
Jism jaise ajanta kee murat koyi
Jism jaise nigaho pe jadu koyi
Jism naghma koyi, jism khushbu koyi
Jism jaise machalti huyi ragini
Jism jaise mehkati huyi chandni 
www.69lyrics.com
Jism jaise ke khilta huwa ek chaman
Jism jaise ke suraj kee pehli kiran
Jism tarsha huwa dikasho dilnashi
Sandali sandali marmari marmari - (2)
Afreen afreen afreen.......... - (4)
Husn-e-jana kee tarif mumkin nahee - (2)

Chehra ek phul kee tarah shadab hai
Chehra usaka hai, ya koyi mehtab hai
Chehra jaise ghazal, chehra janey ghazal
Chehra jaise kali, chehra jaise kanval
Chehra jaise tasavar bhee, tasveer bhee
Chehra ek khawab bhee, chehra tabeer bhee
Chehra koyi alif laila kee dastan 
 www.69lyrics.com
Chehra ek pal yakin, chehra ek pal guman
Chehra jaisa ke chehra kahee bhee nahee
Mahru mahru mehjabin mehjabin - (2)
Afreen afreen afreen.......... - (4)
Husn-e-jana kee tarif mumkin nahee - (2)

Ankhen dekhi toh mai dekhta rah gaya
Jam du ore dono hee du atesha
Ankhen ya makadi ki du bab hain
Ankhen inako kahu, ya kahu khawab hain
Ankhen niche huyi toh haya ban gayi
Ankhen unchi huyi toh duwa ban gayi
Ankhen uthakar jhuki to ada ban gayi
Ankhen jhukakar uthi toh kada ban gayi
Ankhen jinme hain asman aur jamin
nargisi nargisi surmayi surmayi - (2)
Afreen afreen afreen.......... - (4)
Husn-e-jana kee tarif mumkin nahee - (2)

Zulf-e-jana kee bhee lambi hai dastan
Zulf jaise ke ho koyi kali bala
Zulf uljhi toh dooniya pareshan ho
Zulf suljhi to yeh did asan ho
Zulf bikhri siyah rat chane lagi
Zulf lehraye toh rat jane lagi 
 www.69lyrics.com
Zulf zanjeer hai phir bhee hai kitni hasin
Rashmi rashmi ambari ambari - (2)
Afreen afreen afreen.......... - (4)
Husn-e-jana kee tarif mumkin nahee
Afreen afreen afreeeen afreeen..........
Too bhee dekhe agar toh kahe hamnashi
Afreen afreen afreen afreen...........
Husn-e-jana kee tarif mumkin nahee - (4)

Allah hoo allah Hoo lyrics by Nusrat Fateh Ali Khan

Allah Hoo Allah Hoo  Lyrics

 Singer : Nusrat Fateh Ali Khan 
Genre:Qawali 


Maalikul mulk laa shariikaa lahuu
vaahdahuu laa ilaaha illaa huu
Shams Tabrez gar Khudaa talaabii
khusbuukhaaN laa ilaa illa huu

Kaunain kaa masjuud hai maabuud hai tuu
har shai terii shaahid hai ke mash'uud hai tuu
har ek ke lab par hai terii hamd-o-sanaa
har soz meN har saaz meN maujuud hai tuu

tere hii naam se har ibtidaa hai
tere hii naam tak har intihaa hai
terii hamd-o-sanaa, alhumdulillah
ke tuu mere Muhammad kaa Khudaa hai

Allah huu Allah huu
Allah huu Allah huu


ye zamiin jab na thii, ye jahaaN jab na thaa
chaaNd suraj na the, aasmaaN jab na thaa
raaz-e-haq bhii kisii par ayaaN jab na thaa
jab na thaa kuch yahaaN, thaa magar tuu hi tuu


pahuNche meraaj meN arsh tak Mustafaa
jab na maabuud-o-bande meN pardaa rahaa
tab malaaik ne Hazrat se chhup kar kahaa
saarii maKhluuq meN haq-numaa tuu hii tuu

kyuun piyaa ibn-e-Haider ne jaam-e-fanaa?
Khaal khichvaa'ii Tabrez ne kyuuN bhalaa?
daar par chaRh kar Mansoor ne kyaa kahaa?
sab banaa ke khilone rahaa tuu hii tuu

ame
Khaaliq-e-kul hai tuu ismeN kyaa guftuguu
saare aalam ko hai teri hi justujuu
teri jalvaagarii hai ayaaN chahaar-suu
laa shariikaa lahuu, maalik-e-mulk tuu


har shai tere jamaal kii aaiinaa-daar hai
har shai pukaartii hai tuu parvardigaar hai


terii rabuubiyat kii adaa ko kamaal hai
tuu rabb-e-qaaynaat hai, tuu laa-zavaal hai



tuu jo har aan nayii shaan dikhaa detaa hai
diidaa-e-shauq ko hairaaan banaa detaa hai
Daalii Daalii terii takhliiq ke gun gaatii hai
pattaa pattaa terii qudrat kaa pataa detaa hai


laa ilaahaa terii shaan yaa! vaadahuu
tuu Khayaal-o-tajassus, tuu hii aarzuu
aaNkh kii roshnii, dil kii aavaaz
thaa bhii tuu, hai bhii tuu, hogaa bhii tuu