Showing posts with label Laxmikant Pyarelal. Show all posts
Showing posts with label Laxmikant Pyarelal. Show all posts

SAWAN KA MAHINA LYRICS | Mukesh, Lata Mangeshkar | Milan [1967]

"SAWAN KA MAHINA  LYRICS"


Movie: Milan [1967]
Singers[s]: Mukesh, Lata Mangeshkar
Music By: Laxmikant Pyarelal
Lyrics By: Anand Bakshi

Very beautiful song of monsoon sung by the duo Mukesh ji and Lata ji. 

Sawan ka mahina / pawan kare sore

Sawan ka mahina / pawan kare sore
pawan kare sore
pawan kare shore
Are baba shore nahi,
Sore,sore,sore
Pawan kare sore, haan
Jiyara re jhume aise, jaise banma naache mo...or

Ram ghazab dhaay ye poorwaiya
Naiyaa sambhalo keet khoye ho khiwaiyaa
Hoye purwaiyaa ke aage chale na koyee jor
Jiyara re jhume aise, jaise ba....................

Maujjhba kare kya jaane humko ishaara
Jaana kahan hai pooche nadiyaa ki dhaara
Marjee hai tumhari le jaao jis ore
Jiyara re jhume aise, jaise ba......................

Jinke balam bairi gaye hain bidsaba
aaye hai leke unke pyaar ka sandwesaba
Kaai matwari ghatayein ghan-ghor
Jiyara re jhume aise, jaise ba......................

So gaya ye jahan lyrics - Nitin Mukesh, Shabbir Kumar, Alka Yagnik | Tezaab [1988]

"So gaya ye jahan lyrics"

Song : So gaya ye jahan
Movie: Tezaab [1988]
Singers: Nitin Mukesh, Shabbir Kumar, Alka Yagnik
Music by: Laxmikant Pyarelal

This is a very refrashing song from the 1988 movie Tezaab. This song is sung by Nitin Mukesh, Shabbir Kumar and Alka Yagnik. The music composed by Laxmikant Pyarelal . 
 
Hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm

So gaya ye jahan
So gaya aasmaa
www.69lyrics.com
So gaya ye jahan
So gaya aasmaa

[So gayi hai saari manzilein , Oo saari manzilein
So gaaya hai rasta
So gaaya yeh jahan, so gaya aasma]....x2


[Raat aa..yi to woh jinke ghar the-
Woh ghar ko gaye so gaye.
Raat aa..yi to hum jaise awara-
Phir nikle- raahon mein aur kho gaye]...x2

Iss gali uss gali, iss nagar uss nagar,
Jaayein bhi to kahan jaana chahe agar
www.69lyrics.com
Ho So gayi hai saari manzile
Ooo Saari manzile
So gaaya hai rasta

So gaaya ye jahan
So gaaya aasma
So gaaya ye jahan
So gaaya aasmaa...

[Kuch meri suno....... kuch apni kaho,
Ho paas to aise.... Chup na raho]..................f

Hum paas bhi hai aur dur bhi hain
Aazad bhi hai  majboor bhi hai

[Kyun pyaar ka mausam.... beet gaya aa
Kyun humse zamana jeet gaya aa..]...................f

Har ghadi mera dil gham ke ghere me hain
Jindagi door tak abb andhere me hain
www.69lyrics.com
Andhere mein hain, andhere mein hain

Hoo So gayi hain saari manzile
Ooo saari manzile ....  So gaaya hai rasta

So gaaya yeh jahan
So gaaya aasma
So gaaya yeh jahan
So gaaya aasma

Hmm hmm hmm...
Hmm hmm hmm ....
Hmm hmm hmm...
Hmm hmm hmm ....

Ek pyaar ka naghma hai lyrics from Shor (1972)

                   Ek pyaar ka naghma hai  lyrics from Shor (1972)

Film : Shor (1972)
Song : Ek pyaar ka naghma hai
Singers : Lata Mangeshkar ,  Mukesh
Music By : Laxmikant Pyarelal
Lyrics :Santosh Anand


Ek pyaar ka naghma hai
Maujon ki raavani hai
Zindagi aur
Kuch bhi nahi
Teri meri kahani hai

Ek pyaar ka nagma hai
Maujon ki raavani hai
Zindagi aur
Kuch bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyaar...............

Kuch pa kar khona hai
Kuch kho kar paana hai
Jeevan ka matlab toh
Ana aur jaana hai
Do pal ke jeevan se
Ek umrr churani hai
Zindagi aur
Kuch bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyaar...............


Tu dhaar hai nadiyan ki
Main tera kinara hoon
Tu mera sahara hai
Main tera sahara hoon
Aankhon mein samandar hai
Aashoon ka pani hai
Zindagi aur
Kuch bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyaar...............


 tufaan to aana hai
aakar chale jaana hai
badal hai yeh kuch pal ka
cha kar dhal jana hai
Parchaiyaan reh jaati hai
reh jaati nishani hai
Zindagi aur
Kuch bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyaar...............

Lyrics of Zindagi ki yehi reet hai- kishore kumar | Mr India [1987]

"Zindagi ki yahi  lyrics"

Movie: Mr India [1987]
Singer: Kishore Kumar
Lyrics by : Javed Akhtar
Music By : Laxmikant Pyarelal


Ooh ooh, ooh ooh, ooh ooh, ooh ooh
Zindagi ki yehi reet hai
Haar ke baad hi jeet hai----------- 2

Thode aansu hai, thodi hasi
Aaj gham hai to kal hai khushi
Zindagi ki yehi reet hai
Haar ke baad hi jeet hai
Thode aansu hai, thodi hasi
Aaj gham hai to kal hai khushi
Zindagi ki yehi reet hai
Haar ke baad hi jeet hai

Zindagi raat bhi hai, savera bhi hai zindagi ----------- 2
Zindagi hai safar aur basera bhi hai zindagi -----2
Ek pal dard ka daanv hai
Dusra sukh bhari chhaaon hai
Har naye pal naya geet hai
Zindagi ki yehi reet hai -------- 3

Gham ka baadal jo chhaaye to hum muskuraate rahe ------------ 2
Apni aankhon mein aashaaon ke deep jalaate rahe
Aaj bigde to kal phir bane
Aaj roothe to kal phir mane
Waqt bhi jaise ek meet hai
Zindagi ki yehi reet hai - 2
Haar ke baad hi jeet hai
Thode aansu hai, thodi hasi
Aaj gham hai to kal hai khushi