Showing posts with label Javed Akhtar. Show all posts
Showing posts with label Javed Akhtar. Show all posts

Dheemi Dheemi lyrics - Hariharan '1947 Earth'

Dheemi Dheemi lyrics - Hariharn '1947 Earth' 


Movie: 1947 Earth (1999)
Music By: A.R Rahaman
Lyrics By: Javed Akhtar
Sung By: Hariharan

The truly musical and inherently beautiful track recently performed by Hariharan ji in Mtv Unplugged season 5 (2016). Enjoy the beauty with this lyrics.


Dheemi dheemi... Bheeni bheeni
Khushboo hai tera badan

Dheemi dheemi... Bheeni bheeni
Khushboo hai tera badan

(Sulge mehke , pighley dehke
Kyun na behkey me..raa mann )...x2

Wo chali hawa ... Ke nasha ghula
Hai sama bhi hai jaise dhuan dhuan ..

Tera roop hai , ki yeh dhoop hai
Khuley baal hai , ke hai badliyaan

Tu jo paas hai..., mujhey pyaas hai
Tere jism ka... ehsaas hai ..

Tu jo paas hai
Mujhey pyaas hai
Tere jism ka , ehsaas hai

Tu jo paas hai
Mujhey pyaas hai.... dheemi dheemi ..


Dheemi dheemi... Bheeni bheeni
Khushboo hai tera badan


Saans bhi jaise ... rukh si jaa ti hai
Tu jo paas aaye toh..oo
Aanch aati hai

Dil ki dhadkan bhi,mere sine mein  ladkhadati hai

Yeh tera tann badan , kaisi hai yeh agan
Thandak hai jismein tu wo aag hai

Balkhati hai jo tu , lehraati hai jo tu
Lagta hai yeh badan , ek raag hai

Wo chali hawa ...

Ke nasha ghula
Hai sama bhi hai jaise dhuan dhuan ..

Tera roop hai , ki yeh dhoop hai
Khuley baal hai , ke hai badliyaan

Tu jo paas hai..., mujhey pyaas hai
Tere jism ka... ehsaas hai ..

Tu jo paas hai
Mujhey pyaas hai
Tere jism ka , ehsaas hai

Tu jo paas hai
Mujhey pyaas hai....x2
Tu jo paas hai
La la .........
.......

Sach Mere Yaar Hai Lyrics - S P Balasubrahmanyam | Saagar [1985]

Sach Mere Yaar Hai Lyrics

Song Title : Sach Mere Yaar Hai
Movie: Saagar [1985]
Singer: S P Balasubrahmanyam
Music by: R D Burman
Lyrics by: Javed Akhtar


This is a very popular melodious track from the voice of  
S P Balasubrahmanyam . The music composed by Rahuldev Burman and the beautiful lyrics created by Javed Akhtar.




Sach Mere Yaar Hai
Bas Wohi Pyaar Hai
Jiske Badle Mein Koyi Toh Pyaar De
Baaki Bekaar Hai, Yaar Mere

Jis Haath Mein Ikk Haath Hai
Uss Haath Ki Kya Baat Hai
Kya Manzilein Kya Faasle
Ikk Humsafar Gar Saath Hai
Jiski Kismat KoyI Yun Sanwaar De
Wo Hi Dildaar Hai Yaar Mere


Jhumein Zameen Jhumein Gagan
Tere Liye Ho Ke Magan
Khilti Rahe Khushiyaan Teri
Mehka Rahe Dil Kaa Chaman
Zindagi Tujh Ko Aisi Bahaar De
Dil Ki Pukar Hai, Yaar Mere

Sunte The Hum Yeh Zindagi,
Gham Aur Khushi Ka Mel Hai
Hum Ko Magar ,Aaya Nazar
Yeh Zindagi Wo Khel Hai
Koyi Sab Jeete Sab Koyi Haar De
Apani Toh Har Hai, Yaar Mere

Tum Ho Toh Lyrics - Farhan Akhtar | Rock On [2008]

Tum Ho Toh Lyrics |  Farhan Akhtar

Movie: Rock On[2008]
Singer: Farhan Akhtar
Music: Shankar Ehsaan Loy
Lyricist: Javed Akhtar


This is a wonderful love song written by Javed Akhtar and sung by his son Farhan Akhtar in the 2008 movie Rock On . The music composed by Shankar-Ehsan -Loy. 

Tum ho toh , to gaata hai dil
Tum nahi , toh geet kahan
Tum ho to oo, toh sab haasil
Tum nahi , toh kya hai yahan
Tum ho toh hai , sapno ka jaisa haseen
Ek sama aa............


Jo tum ho toh , yeh lagta hai
Ke mil gayi, har khushi ..
Jo tum na ho , yeh lagta hai
Yeh har khushi main hai kamee'
Tum ko hai , maangti..
Yeh zindagi...................
Uu uu...........uuu...

Oo ho , oo ho , oo oo oo/ ho ho
Oo ho , oo ho , oo oo oo /ho ho
Oo ho , ho oo , ho oo oo /oo ho

Tum ho toh , raahein bhi hai
Tum nahi , toh raastein kahan
Tum ho toh oo[Tum ho toh] , yahan sab hi hai
Tum nahi , toh kaun yahan

Tum ho toh hai , har ek pal meherbaan
Yeh jahan .......................
Jo tum ho toh , hawa mein bhi 
Mohabbato'n , ka rang hai
Jo tum na ho, toh phir koyi
Na josh na , umang hai
Tum mile , toh mili..
Yeh zindagi...................

Ho oo , ho oo , oo oo oo/ oo ho
Ho oo , ho oo , oo oo oo/ oo ho
Ho oo , ho oo , oo oo oo/ oo ho


Kuch Na Kaho Lyrics | 1942 - A Love Story [1994]

       Kuch Na Kaho  Lyrics  

Movie : 1942 - A Love Story[1994]
  Music By :R.D.Burman
Singer: Kumar Sanu
Lyricist: Javed Akhtar
Star Cast: Anil Kapoor, Manisha Koirala, Jackie Shroff, Anupam Kher, Danny Denzongpa

Very beautiful track created by Rahuldev Burman.

Kuch Na Kaho,
kuch Bhi Na Kaho 
Kuch Na Kaho,
kuch Bhi Na Kaho 
Kya Keh Na Hai / Kya Sunn Na Hai
Mujhko Pata Hai, Tumko Pata Hai
Samay Ka Yeh Pal Thaam Sa Gaya Hai
Aur Iss Pal Mein Koyi Nahin Hai
Bas Ek Main Hoon, Bas Ek Tum Ho
Kuch Na Kaho 
kuch Bhi Na Kaho 

 Kitne Geh-re Halke
Shaam Ke Rang Hai Chhalke
ParBat Se Yun
Utre Baadal / Jaise Aanchal Dhalke 
Aur Iss Pal Mein Koyi Nahin Hai
Bas Ek Main Hoon, Bas Ek Tum Ho
Kuch Na Kaho 
kuch Bhi Na Kaho 

 Sulgi Sulgi Saansein
Baheki Baheki Dhadkan
Meheke Meheke /Shaam Ke Saaye
Pighle Pighle Tan Mann 
Aur Iss Pal Mein Koyi Nahin Hai
Bas Ek Main Hoon, Bas Ek Tum Ho


Kuch Na Kaho,
kuch Bhi Na Kaho 
Kya Keh Na Hai / Kya Sunn Na Hai
Mujhko Pata Hai, Tumko Pata Hai
Samay Ka Yeh Pal Thaam Sa Gaya Hai
Aur Iss Pal Mein Koyi Nahin Hai
Bas Ek Main Hoon, Bas Ek Tum Ho

                               

Panchhi Nadiya Pawan Ke Jhonke lyrics - Alka Yagnik, Sonu Nigam | Refugee [2000]

"Panchhi Nadiya Pawan Ke Jhonke lyrics"

Song Title: Panchhi Nadiya Pawan Ke Jhonke lyrics
Movie: Refugee [2000]
Singers: Alka Yagnik, Sonu Nigam
Lyrics: Javed Akhtar
Music Director: Anu Malik

Very nice song from the 2000 movie Refugee .This film was the first film of the duo Kareena Kapoor and Abhishek Bachchan. Alka Ji and Sonu Nigam sung it beautifully.

[Upar Wale Ne Apne Mohabbat Ke Sadke Me
Hum Sab Ke Liye Ye Dharti Banaayi Thi
Par Mohabbat Ke Dushmano Ne
Isapar Lakeere Khinchkar Sarhad-e Bana Di
Main Jaanta Hoon
Wo Log Tumhe Iss Paar Nahi Aane Denge
Magar Yeh Pawan Jo Tumhare Yahan Se Ho Kar Aayi Hai
Tumhe Chhu-kar Aayi Hogi
Main Ise Saans Banaakar Apne Sine Mein Bhar Lunga
Yeh Nadiya Jis Par Jhuk Kar Tum Paani Kiya Karte Ho
Main Iske Paani Se Apne Pyase Hontho Ko Bhigo'n Lungi
Samjhungi Tumhare Honthon Ko Chhu Liya]


Panchhi Nadiya Pawan Ke Jhonke
Koi Sarhad Na Inhe Roke - (2)
Sarhad Insano Ke Liye Hain
Socho Tumne, Aur maine,  Kya Paya , Insan Hoke
Panchhi nadiya pawan ke jhonke
Koi Sarhad Na Inhe Roke
Sarhad Insano Ke Liye Hain
Socho Tumne, Aur maine,  Kya Paya , Insan Hoke


Jo Hum Dono Panchchi Hote
Tairte Hum Iss Neel Gagan Mein Pankh Pasare
Saari Dharti Apni Hoti
Apne Hote Saare Nazaare
Khuli Fizaoo Mein Udte .....x2
Apne Dilo Mein Hum Saara Pyar Samaake
Panchhi nadiya pawan ke jhonke
Koi Sarhad Na Inhe Roke
Sarhad Insano Ke Liye Hain
Socho Tumne, Aur maine,  Kya Paya , Insan Hoke


Jo Main Ho Ti Nadiya Aur Tum Pawan Ke Jhonke To Kya Hota...........x2
Pawan Ke Jhonke Nadi Ke Tan Ko Jab Chhute Hain ...............x2
Lehre Hi Lehare Banti Hain
Hum Dono Jo Milte To Kuchh Aisa Hota
Sab Kehte Ye Lehar Lehar Jaha Bhi Jaaye Inko Na Koi Toke
Panchhi Nadiya Pawan Ke Jhonke
Koi Sarhad Na Inhe Roke
Sarhad Insano Ke Liye Hain
Socho Tumne, Aur maine,  Kya Paya , Insan Hoke
Panchhi Nadiya Pawan Ke Jhonke
Koi Sarhad Na Inhe Roke

Khwaja Mere Khwaja Lyrics -- A.R.Rahman | [Jodha Akbar - 2008]

 Khwaja Mere Khwaja lyrics [ Jodha Akbar - 2008 ]

Movie :Jodha Akbar [2008]   
Music Director : A.R Rahman
Singer(s) : A.R Rahman
Lyricists : Javed Akhtar

This is very beautiful track by A.R Rahaman and sung by A.R Rahaman in the 2008 movie jodha Akbar. 
Khwaja ji eeee e .....   khwaja aa
Khwajaji  ee eee ..............
Khwaja  khwajaji eeee........

Yaa Gharib Nawaz .........x4
Ya gharib nawaz
Ya moinuddin, yaa khwaja ji......
Ya khwaja ji
Ya khwaja ji
Ya khwaja ji
Ya khwaja ji



Khwaja mere khwaja
Dil mein sama ja
Shaho ka shah tu
Ali ka dula aa ra
Khwaja mere khwaja
[Ga ga ga re
Ga ga ga re
Ga ga ga re
Ga ga ga re]
Dil mein sama ja
[sa ni ni ni
sa ni ni ni
sa ni ni ni
sa ni ni ni ]
Shaho ka shah tu
Ali ka dulara
[ Ni sa ga sa
Ni sa ga sa
Ni sa ga sa
Ni sa ga sa ]

Khwaja mere khwaja
Dil mein sama ja aa
[Aaa aaaaa.........]
Khwaja mere khwaja
[Aaa aaaaa.........]
Dil mein sama ja aa
Beqaso ki taqdeer
Tune hai sawari..............x2

Beqaso ki taqdeer
Tune hai sawari..............x2
Hai sawari..........

Khwaja mere khwaja
[Aaa aaaaa.........]

Tere darbaar mein khwaja
Door toh hai dekha

Aa a aaa aaaaaa...........
Aaa aaa aa..................

Tere darbaar mein khwaja
Sar jhuka te hai aauliya
Tu hai un-alwali khwaja
Rutba hai pyara
Chahne se tujhkoo khwaja ji mustafa ko paya

Khwaja mere khwaja
 [ khwaja,  khwaja..]
Dil mein sama ja aa
 [sama ja aa...x2.]
Shaho ka shah tuu
[shah tuu .......]
Ali ka dula..aara aa....

Ummm.........................
Mere peer ka sadka...
[aaaaaaaa.......]
Mere peer ka sadka...
[aaaaaaaa.......]
Aaaa..............................

Hai mere peer ka sadka
Tera daman hai thama

Khawajaji ee ee ...........

Tali har bala hamari
Chayaa hai khumar tera
Jitna bhi rashk kare beshak
Toh kam hai ae mere khwaja
Tere kadmo ko mere rehnuma nahi chhodna gawara

Khwaja mere khwaja
 [ khwaja,  khwaja..]
Dil mein sama ja aa
 [sama ja aa...x2.]
Shaho ka shah tuu
Ali ka dula..aara

Khwaja mere khwaja
[ khwaja,  khwaja..]
Dil mein sama ja aa
 [sama ja aa...x2.]
Shaho ka shah tuu
Ali ka dula..aara

Khwaja mere khwaja .......x2
{Aa aaaaaa......................}

Dil mein sama ja
Beqaso ki taqdeer
Tune hai sawari
Beqaso ki taqdeer
Tune hai sawari [sawari..]
Khwaja mere khwaja
[Khwaja ji khwaja ji]
Dil mein sama ja
[Khwaja ji khwaja ji] 
Shaho ka shah tu
 [Khwaja ji khwaja ji]
Ali ka dulara
Khwaja mere khwaja
Khwaja ji khwaja ji
 [Khwaja ji khwaja ji]
 [Khwaja ji khwaja ji]
 [Khwaja ji khwaja ji]
 [Khwaja ji khwaja ji]
 [Khwaja ji khwaja ji]
[Khwaja ji khwaja ji] 
....................................
................................

Lakh Duniya Kahe Lyrics | Talaash [2012]

" Lakh Duniya Kahe Lyrics"

Song: Lakh Duniya Kahe
Movie:  Talaash [2012]
Singer: Ram Sampath
Lyrics By: Javed Akhtar
Music Director: Ram Sampath
Star Cast: Aamir Khan, Kareena Kapoor
Producers: Ritesh Sidhwani, Aamir Khan, Farhan Akhtar
 


Laakh duniyaa kahein tum nahi ho
Tum yahi ho
Tum yahi ho
Lakh duniya kahe tum nahi ho
Tum yahi ho
Tum yahi ho

Meri har soch mein,
Meri har baat mein
Mere ehsaas mein,
Mere jazbaat mein
Tum hi tum ho
Tum har kahin ho
Ho o o  laakh duniya kahein tum nahi ho
Tum yahi  ho
Tum yahi  ho
Ho o o  laakh duniya kahein tum nahi ho
Tum yahi  ho
Tum yahi  ho

Tumne choda hai kab saath meraa
Thaamein ho aaj bhi haath meraa
Koi manzil koi rehgujar ho
Aaj bhi tum mere humsafar ho
Jaoon chahe jahaan tum wahi  ho
Ho o o  lakh duniya kahe tum nahi ho
Tum yahin ho, tum yahin ho
Ho o o lakh duniya kahe tum nahi ho

Tum yahin ho
Tum yahin ho.......

Khushbu banke hawao'n me tum ho
Rang banke fizao'n me tum ho
Koi gaye koi saans goonje
Sab sureeli sadaon mein tum ho
Tumko har roop mein
Dil hai pehchanta
Log hai bekhabar par dil hai jaanta
Tu mere paas ho, dilnashin ho
Ho o o lakh duniya kahe tum nahi ho
Tum yahi  ho
Tum yahi  ho
Ho o o lakh duniya kahein tum nahi ho
Tum yahin ho
Tum yahin ho

Tum yahin ho
Tum yahin ho.........


Kaisi Hai Yeh Udasi Lyrics ( Karthik Calling Karthik - 2010 ) | Kailash kher

 "Kaisi Hai Yeh Udasi  Lyrics"

Song: Kaisi hai yeh udaasi chaayee
Movie: Karthik Calling Karthik[ 2010]
Singer: Kailash kher
Music Director: Shankar Eshaan Loy
Lyrics by: Javed Akhtar

Kaisi hai yeh udaasi chaayee mere dil
Kaisi gehri hai yeh tanhayee mere dil
Raahon mein yaadon ki khaamoshi barse
Aankhon mein jo gum hai aansuu ko tarse
Yeh bata yeh kyon hua
Bujh gaya kyon har diya
Kaise hai yeh udaasi chhaaye mere dil

Jo bhi mila woh kho gaya
Tujhko pata hain
Aisa hi sada hota hai
Jaana hi tha woh jo gaya
Dil tu akela aise kyon bhala rota hai
Bhoole jo hain tujhko
Ab unko bhool ja tu bhi
Warna mere saath yaadon
Ke zakhm kha tu bhi
Maan ja aye dil mere
Bhool jaa shikve giley

Kaisi hai yeh udaasi chaayee mere dil
Kaisi gehri hai yeh tanhayee mere dil

Tu hi bata aye dil mere
Maine to hamesha tera hi kaha mana hai
Kyu hain mujhe yeh gham ghere
Mujhe umar bhar kya bas yahin saza paana hain
Sapne boe maine aur dard maine hai kaate
Gaaye geet maine aur paaye maine sannaate
Arzoo naakam hai sooni si har shaam hai

Kaisi hai yeh udaasi chaayee mere dil
Kaisi gehri hai yeh tanhayee mere dil

Jiya Laage Naa - Talaash (2012) Lyrics | Sona Mohapatra, Ravindra Upadhyay

 Jiya Laage naa Tum Bin Mora Lyrics [ Talaash(2012) ]

Song:  Jiya Laage naa Tum Bin Mora
Movie: Talaash [2012]
Singer: Sona Mohapatra, Ravindra Upadhyay
Music Director: Ram Sampath
Lyrics by: Javed Akhtar
Cast : Aamir Khan, Karina Kapoor
This is a very melodious track composed by Ram Sampath And beautifully sung by Sona Mohapatra, Ravindra Upadhyay in the movie Talaash . This movie is produced by Aamir Khan, Farhan Akhtar and Ritesh Sidhwani.

Man Teraa Jo Ro...og Hai
Mohe...ee Samajh Naa Aaye
Paas Hai Jo- Sab Chod Ke
Door Ko Paas Bulaaye
Jiya Laage naa Tum Bin Mora
Jiya Laage naa Tum Bin Mora
Jiya Laage naa Tum Bin Mora
Jiya Laage naa Tum Bin Mora

Kya Jaane Kyun Hai
Kya Jaane Kaisi, Andekhi Si Door
Jo Khenchti Hai, Jo Le Chali Hai
Jo Khenchti Hai, Jo Le Chali Hai
Ab Yunn Mujhe Teri Ore.......

Ho Main Anjaani Hoon Abb Kahaani
Hogi Naa Jo Poori
O Paas Aaoge Too Paaoge
O Paas Aaoge Too Paaoge
Phir Bhi Hai Ek Doori
Jiya Laage naa Tum Bin Mora
Jiya Laage naa Tum Bin Mora
Jiya Laage naa Tum Bin Mora
Jiya Laage naa Tum Bin Mora


Mann Abb Tak Jo Boojh Na Paayaa
Tum Wo Peheli Ho
Koi Na  Jaane Kya Wo Rahasya Hai
Koi Na  Jaane Kya Wo Rahasya Hai
Jiski Saheli Ho

Main muskau, Sabse ChupauuN
O Main muskaau, Sabse ChupauuN
Vyakul Ho Din rain
Kab Se Na  Aayi, Naino Mein Nindiya
Kab Se Na  Aayi, Naino Mein Nindiya
Mann Me Naa, Aaya Chain.......
Jiya Laage naa Tum Bin Mora
Jiya Laage naa Tum Bin Mora
Jiya Laage naa Tum Bin Mora
Jiya Laage naa Tum Bin Mora

[69lyrics] " Iktara lyrics " Wake up sid [2009]

                                " Iktara lyrics "


Film: Wake up sid [2009]
Singers : Kavitha Seith & Amitabh Bhattacharya
Music Director: Amit Trivedi
Lyrics by: Javed Akhtar
Music Label:


O Re Manwa Tu To Bawra Hai...........

Tu Hi Jaane Tu Kya Sochta Hai..........
Tu Hi Jaane Tu Kya Sochta Hai
Bawore

Kyun Dikhaye Sapne Tu Soo-te Jaagte
Jo Barsein Sapne Boond Boond
Nainon Ko Moond Moond
www.69lyrics.com

Nainon Ko Moond Moond

Jo Barsein Sapne Boond Boond
Nainon Ko Moond Moond

Kaise Main Chaloo
Dekh Na Sakoon
Anjaane Raaste

Goonja Sa Hai Koi Eiktara Eiktara
Goonja Sa Hai Koi Eiktara
Goonja Sa Hai Koi Eiktara Eiktara
Goonja Sa Hai Koi Eiktara
 www.69lyrics.com
Dheeme Bole Koi Eiktara Eiktara
Dheeme Bole Koi Eiktara
Goonja Sa Hai Koi Eiktara Eiktara
Goonja Sa Hai Koi Eiktara



Sun Rahi Hoon Soodh Budh Kho Ke
Koi Main Kahani
Puri Kahani Hai Kya Kisey Hai Pata
Main To Kisi Ki Ho Ke Yeh Bhi Na Jaani
www.69lyrics.com
Ruth Hai Yeh Do Pal Ki Yah Rahegi Sada
[Kise Hai Pata ..............
Kise Hai Pata .........]


Jo Barsein Sapne Boond Boond
Nainon Ko Moond Moond
Nainon Ko Moond Moond
Jo Barsein Sapne Boond Boond
Nainon Ko Moond Moond

Kaise Main Chaloo
Dekh Na Sakoon
Anjaane Raaste
www.69lyrics.com

Goonja Sa Hai Koi Eiktara Eiktara
Goonja Sa Hai Koi Eiktara
Goonja Sa Hai Koi Eiktara Eiktara
Goonja Sa Hai Koi Eiktara
 www.69lyrics.com
Dheeme Bole Koi Eiktara Eiktara
Dheeme Bole Koi Eiktara
Goonja Sa Hai Koi Eiktara Eiktara
Goonja Sa Hai Koi Eiktara

Lyrics of Zindagi ki yehi reet hai- kishore kumar | Mr India [1987]

"Zindagi ki yahi  lyrics"

Movie: Mr India [1987]
Singer: Kishore Kumar
Lyrics by : Javed Akhtar
Music By : Laxmikant Pyarelal


Ooh ooh, ooh ooh, ooh ooh, ooh ooh
Zindagi ki yehi reet hai
Haar ke baad hi jeet hai----------- 2

Thode aansu hai, thodi hasi
Aaj gham hai to kal hai khushi
Zindagi ki yehi reet hai
Haar ke baad hi jeet hai
Thode aansu hai, thodi hasi
Aaj gham hai to kal hai khushi
Zindagi ki yehi reet hai
Haar ke baad hi jeet hai

Zindagi raat bhi hai, savera bhi hai zindagi ----------- 2
Zindagi hai safar aur basera bhi hai zindagi -----2
Ek pal dard ka daanv hai
Dusra sukh bhari chhaaon hai
Har naye pal naya geet hai
Zindagi ki yehi reet hai -------- 3

Gham ka baadal jo chhaaye to hum muskuraate rahe ------------ 2
Apni aankhon mein aashaaon ke deep jalaate rahe
Aaj bigde to kal phir bane
Aaj roothe to kal phir mane
Waqt bhi jaise ek meet hai
Zindagi ki yehi reet hai - 2
Haar ke baad hi jeet hai
Thode aansu hai, thodi hasi
Aaj gham hai to kal hai khushi