Showing posts with label Udit Narayan. Show all posts
Showing posts with label Udit Narayan. Show all posts

Pehla nasha pehla khumar lyrics | Sadhna Sargam, Udit Narayan | Jo Jeeta Wahi Sikander [1992]

Pehla nasha  pehla khumar lyrics 

Song: Pehla nasha pehla khumar 
Singer[s]: Sadhna Sargam, Udit Narayan
Music Director: Jatin-Lalit
Too much beautiful love song from the movie Jo Jeeta Wahi Sikander . 

Chahe tum kuch na kaho - Maine sun liya aa 
Ke saathi pyaar ka - mujhe choon liya 
Choon liya aa... maine sun liya 

Pehla nasha / pehla khumar 
Naya pyaar hai ai.. / naya intezaar 
Kar loon main kya apna haar
Aye dil-e beqarar / mere dil-e beqaarar
Tu hi baata ..
Pehla nashaa...


Udd ta hi phiroon / inn hawaon mein kahi
Ya main jhool jaaoon / inn ghataao'n mein kahi
Ek kar doon aasma aur zameen
Kaho yaaro'n kya karoo'n kya nahin 
Pehla nasha / pehla khumar 
Naya pyaar hai ai.. / naya intezaar 
Kar loon main kya apna haar
Aye dil-e beqarar / mere dil-e beqarar
Tu hi baata ..
Pehla nashaa... pehla khumaar..


Usne baat ki kuchh aise dhang se '
Sapne de gaya wo hazaaro'n rang ke 
Usne baat ki kuchh aise dhang se '
Sapne de gaya wo hazaaro'n rang ke 
Reh jaaoon jaise main haar ke 
Aur chume wo mujhe pyaar se 
Pehla nasha / pehla khumar 
Naya pyaar hai ai.. / naya intezaar 
Kar loon main kya apna haar
Aye dil-e beqarar / mere dil-e beqarar
...

                           

Ghazab ka hai din socho zaara lyrics | Alka Yagnik/ Udit Narayan | Qayamat Se Qayamat Tak [1988]

Ghazab ka hai din socho zaara lyrics

Movie: Qayamat Se Qayamat Tak [1988]
Singers: Alka Yagnik/ Udit Narayan
Music by:Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Lyrics by: Majrooh Sultanpuri
Music label:
Too much  lovable song of 1988. the beautiful mesmerising voice of Alka ji really charm you . 

Ghazab ka hai din socho zaara
Yeh deewanapan /dekho zaara
Tum ho akele , hum bhi akele
Maza aa raaha hai
kasam se / kasam se

Ghazab ka hai din socho zaara
Yeh deewanapan /dekho zaara
Tum ho akele , hum bhi akele
Maza aa raaha hai
kasam se / kasam se

Dekh loo ... hum ko kareeb se
Aaj hum mile hai naseeb se
O oo o / o o o o
Dekh loo ... hum ko kareeb se
Aaj hum mile hai naseeb se
Yeh pal phir kahan
Aur yeh manzil phir kahan

Oo...Ghazab ka hai din socho zaara
Yeh deewanapan /dekho zaara
Tum ho akele , hum bhi akele
Maza aa raaha hai
kasam se / kasam se

Kya kahoon , mera jo haal hai
Raat din/ tumhara khayaal hai
Ho o o , o o o o
Kya kahoon , mera jo haal hai
Raat din/ tumhara khayaal hai
Phir bhi jaane jaa
Main kahan aur tum kahan


Ho o oo..
Ghazab ka hai din socho zaara
Yeh deewanapan /dekho zaara
Tum ho akele , hum bhi akele
Maza aa raaha hai
kasam se / kasam se