Showing posts with label Jannat [2008]. Show all posts
Showing posts with label Jannat [2008]. Show all posts

Char dino ka Pyaar lyrics- Kamran Ahmed | Jannat [2008]

"Char dino ka Pyaar- lyrics"   

      Movie : Jannat[2008]   
      Music Director :Pritam Chakraborty
      Singer(s) :Kamran Ahmed
      Lyricists :Sydeed Quadri

Char Dino Ka, Pyaar Oo Rabba
 Lambi Judayee Lambi Judayee
Char Dino Ka Pyaar Oo Rabba
Lambi Judayee Lambi Judayee
Tere Bin Dil Mera aa Laage Kahin Na aa..
Tere Bin Jaan Meri Jaaye Kahin Na aa..
Kitne Zamane, Baad Oo Rabba
Yaad Tu Aaya  Yaad Tu Aaaa ya

Khoya Raha Mein, Saason Mein Apne
Aahat Bhi Teri, Bhool Gaya Mein
Kitna Jiya aa Hoon , Tanha Raha Hoon
Ishq Tera Bhool Gaya Hoon

Khoya Raha Mein, Saason Mein Apne
Aahat Bhi Teri, Bhool Gaya Mein
Kitna Jiyaa Hoon Tanha Raho Hoon
Ishq Tera Bhul Gaya aa Hoon

Uljha Raha Mein Iss Zindagi Mein
Dil Ki Duhayee Dil Ki Duhayee

Tere Bin Dil Meraa Laage Kahin Na aa
Tere Bin Jaan Meri Jaaye Kahin Na aa
Kitne Zamane, Baad Oo Rabba
Yaad Tu Aaya  Yaad Tu Aa aa ya


Kithe Mein Jau
O O


Har Bebasi Mein,
Iss Zindagi Ne,
Tujhko Hi Chaha,
Tujhko Hi Manga aa

Jin Raston Se, Guzraa Yeh Dil Tha aa
Manzil Mili Na Pyaar Na Paya


Har Bebasi Mein
Is Zindagi Ne
Tujhko Hi Chaha
Tujhko Hi Manga

Jin Raaston Se Gujraa Yeh Dil Tha aa
Manzil Mili Na Pyaar Na Paya


Khud Ko Chupa-ke Rahon Se Gujre
Dil Ko Sambhale Dil Ko Sambha--le

Tere Bin Dil Meraa Laage Kahin Na
Tere Bin Jaan Meri Jaaye Kahin Na
Kitne Zamane Baad O Rabba
Yaad Tu Aa aa ya  Yaad Tu Aaya

Lyrics of Zara si dil mein de..-Zannat [2008]

"Zara si dil mein lyrics"

Song name: Zara si dil mein
Movie: Jannat [2008]
Singer: K.K
Music by: Pritam Chakraborty
Lyrics by:Sayeed Quadri

Zara si dil mein de jagah tu
Zara sa aapna le bana aa a
Zara sa khwabon mein sajaa tu
Zara sa yaadon mein basa aa a

Mein chaahun tujhko
Meri jaan bepanaah
Fida hoon tujhpe
Meri jaan bepanaah

Wooo Wo oo o oo o oo o

Zara si dil mein de jagah tu
Zara sa aapna le bana aa a
Zara sa khwabon mein sajaa tu
Zara sa yaadon mein basa aa a

Main tere main tere
Kadmo mein rakh du yeh jahan
Mera ishq dewaangi

Hai nahi hai nahi
Ashiq koi mujhsa tera
Tu mere liye bandagi


Mein chaahun tujhko
Meri jaan bepanaah
Fida hoon tujhpe
Meri jaan bepanaah


Zara Si dil mein de jagah tu
zara sa apna le bana aa a
Zara sa khwabon mein saja tu
Zara sa hon mein basa

Keh bhi de keh bhi de
Dil mein tere hai jo chupa
Khwaish jo hai teri

Rakh nahi rakh nahi
Parda koi mujhse aye jaan
Kar le tu mera yakin

Mein chaahun tujhko
Meri jaan bepanaah
Fida hoon tujhpe
Meri jaan bepanaah


Wooo Wo oo o oo o oo o