Bachpan Lyrics
Song : Bachpan
Movie: Hunterrr (2015)
Singer : Amit Trivedi
Music by: Khamosh Shah
Cast : Gulshan Devaiah, Radhika Apte
Doodh ki muchhon wala , mut ke pecho wala ....x2
Phunsi kharocho wala, bachpan bhi tha saala
Phunsi kharocho wala, bachpan bhi tha saala
Na yaadon ke chakkar the , na sapno ke machchar the
Hum hi the apne shahenshah , khud apne afsar the
Ek tu tha thoda tedha...., ek mai bhi thoda medah...
Aur ek tha waqt, kabutar , jo khidki , pe na theda ....
Chor police-on wala , bachpan bhi tha saala
Tujh jaisa ban na chaha aa, tujhey jep mein rakhna chaha aa aa
Tu ne dhoop se thenga dikhaya , kabhi haath na mere aaya
Main roya main chiraya , tu haath na mere aaya
Doodh ki muchhon wala , mut ke pecho wala
Luchchey lafango wala, bachpan bhi tha saala
Kachchi pe sutto wala , bachpan bhi tha saala
Maine saajish phir kar daali , Ungli pistol banali
Kaari aankh se aim laga ke, hum se, goli chala di
Aur tu tapka, dhool se chipka
Rok li saansein , baaj gayi taali
Wo khel tha wey wo saale...
Sab jhoot tha wey wo saale...
Baaji chhod ke jaane waale eee....
Yeh beimaani hai
Yeh beimaani hey wo saale