Showing posts with label Haider [2014]. Show all posts
Showing posts with label Haider [2014]. Show all posts

Aaj Ke Naam Lyrics | Rekha Bhardwaj | Haider [2014]

Aaj Ke Naam Lyrics | Rekha Bhardwaj

Movie : Haider [2014]
Singer : Rekha Bhardwaj
Music composed by: Vishal Bhardwaj
Lyrics by: Gulzar
Star Cast: Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon

This is a wonderful soundtrack from the beautiful voice of Rekha Bhardwaj . The music created by Vishal Bhardwaj . The beautiful lyrics created by Gulzar sahab. 
Oo ...
Aaj ke naam ,aur aaj ke gham ke naam
Aaj ka gham ke hai zindagi ke bhari
Gulsitan se khafa , zard patto ka ban 
Zard patto ka ban , jo mera desh hai 
Dard Ke aanjumann , jo mera desh hai 
Unn dukhi maa o ke naam ...x2

Raat mein jinake bachche, bilakhte  hai aur 
Neend ki maar khaye huye baajuu o se , sambhalte nahi 
Dukh baatate nahi , minnat aur zaarion se behalte nahi
Unn haasina o ke naam......x2


Jinaki aankhon ke gul
Chilman-o aur dareecho'n ke bello'n pe 
Bekaar khil khil ke , murjha gaye hain
Unn be-aahata o ke naam ..............x2 

Jinke badan , be mohabbat ri'akaar se jo ki saj saj ke, buktaa gaye hai
Be maa o  ke naam ..
Katadi-yon aur galiyon 
Mohallo'n ke naam 

Jinki na paak khashaak se 
Chand raaton ko aa ke, karta hai aksar vaazuu....
Jinke saayo'n mein karti hai aahob ka- 
Aanchalo'n ki heena , chudiyon ki khanak , kaakunloo'n ki mehek
Arzoo mand seerno ki apne pasheene  mein jalne ki boo
Padhne waalo'n ke naam 


Aaj ke naam , aur aaj ke gham ke naam
Unn dukhi maa o   ke   , unn hasina o ke 
Unn be aahata o ke naam.....

Haider [2014] Movie | All Songs Lyrics

Haider [2014] | All Songs Lyrics 


Movie : Haider [2014]
Singer[s]: Sukhwinder Singh, Vishal Dadlani, Arijit Singh, Rekha Bhardwaj
Music Composed by : Vishal Bhardwaj
Lyrics by : Gulzar
Music Label: Junglee Music 

1. Bismil Lyrics - Sukhwinder Singh
2.Aao Na Lyrics - Vishal Dadlani
3.Khul Kabhi To - Arijit Singh
4.Gulon Mein Rang Bhare - Arijit Singh 
5. Aaj Ke Naam - Rekha Bhardwaj


Gulon Mein Rang Bhare Lyrics | Arijit Singh | Haider [2014]

Gulon Mein Rang Bhare Lyrics

Movie: Haider [2014]
Singer : Arijit Singh 
Music By: Vishal Bhardwaj
Lyrics by:Gulzar
music label: Junglee Music
Very nice song from the voice of Arijit . Lyrics and music are sooo beautiful . 

Bada hai dard ka rishta aa........
Bada hai dard ka rishta.....
Dard ka rishtaa...
Oo oo...ho oo....
ooo hmmm....
Bada hai dard ka rishta aa.....
Bada hai dard ka rishta...
Bada hai , dard ka rishta
E dil ghareeb sahi 
Tumhare naam pe aayenge 
Rango saar  chale 
Umm ..mm ..mm
Gulon mein rang bharein 
Baad naubaahar chale 
Gulon mein rang bharein 
Baad e naubaahar chale 

Chale bhi aao ke
Gulshan ka kaarobaar chale 
Gulon mein rang bharein 
Baad  e naubaahar chale 
Gulon mein rang bharein 
Baad naubaahar chale 


Qafas udaas hai ,yaaron saba se,  kuchh to kaho o o oo o.. 
Qafas udaas hai , yaaron saba se , kuchh to kaho oo.....
Rahein to'h lehrein khudaa , aaj zikr e yaar chale 
Chale bhi aao ke
Gulshan ka kaarobaar chale 
Gulon mein rang bha.....rein 
Baad e naubaahar chale 


Jo hum pe gujri so gujri / magar shab e hizraan 
Jo hum pe gujri so gujri / magar shab e hizraan 
Hamaare ashq teri aaqfat saanwaar chale 
Chale bhi aao ke
Gulshan ka kaarobaar chale 

Gulon mein rang bharein 
Baad e naubaahar chale 
Gulon mein rang bharein 
Baad e naubaahar chale 

Khul Kabhi To Lyrics | Arijit Singh | Haider [2014]

Khul Kabhi To Lyrics


Song Name: Khul kabhi to
Singer: Arijit Singh
Lyrics by: Gulzar
Music: Vishal Bhardwaj
Star Cast: Shahid Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon
Music Label: Junglee Music

Soo nice romantic track from the sensational voice of Arijit Singh . The lyrics created by Gulzar Sahab.
Khul kabhi to
Khul kabhi kahin
Main asmaan
Tuu meri zameen

Boond boond /barsoon main
Paani paani kehloon/ kheloon aur beh jaaoon
Mmmm..
Gile gile hontho'n ko main
Baarisho'n se chumoo'n /chumoo'n
Aur keh jaaoon
Tuu..uu.... zameen hai
Tuu..uu..... meri zameen

Khul kabhi to
Khul kabhi kahin
Main asmaan
Tuu meri zameen

Mmm mm...mm.....................
La la / la la / la/ la la la la ......la
La la................
Lab tere /yun khule /jaise Harf the
Honth par / yun ghule /  jaise Barf the
Aana / zara /zara/ main /haule haule  /Saans-saans
Senkk du tujhe

Lab tere /yun khule /jaise Harf the
Honth par / yun ghule /  jaise Barf the
Tu hi / tu hai
Main ............
Kahin nahi

Hmm..........
Khul kabhi to
Khul kabhi kahin
Hmm.......
Main asmaan......
Tuu... meri zameen

Jhuk ke jab / Jhumka main /choom raha tha
Deir tak/ Gulmohar / jhoom raha tha
Jal ke /main /sochta tha
Gulmohar ki aag hi me'in
Phenk du'n tujhe


Jhuk ke jab /Jhumka main / choom raha tha...a
Deir tak/ Gulmohar / Jhoom raha tha
Tuu meri kasam
Tuu mera Yaqeen

Khul kabhi to
Khul kabhi kahin
Main asmaan
Tuu meri zameen

Boond boond / barsoo'n main
Paani paani kehloon /kheloon aur beh jaaoon
Mmmmm........
Gile gile hontho'n ko main
Baarishon se chumoo'n /chumoo'n
Aur keh jaaoon





Other Songs from Haider 


Bismil Lyrics | Sukhwinder Singh | Haider [2014]

Bismil Lyrics

Song Title: BISMIL 
Movie : Haider [2014]
Lyricist: Gulzar

Very nice track from the voice of Sukhwinder ji. This song is from an upcoming film Haider. It will release on October 2014.
Bismil Bismil Bulbul-E-Bismil 
[Bismil..../Bismil..../..................]
Mat Mil Mat Mil Gul Se Mat Mil 
[Mat Mil../ Mat Mil../......)
Eey.... 
Bismil Bismil Bulbul-E-Bismil 
Mat Mil Mat Mil Gul Se Mat Mil 
Bismil Bismil Bulbul-E-Bismil 
Eey Dil-E-Bulbul-e Bulbul-E-Bismil
Mushkil /Dil Bhi /Muskil Hoti Hai'n
Dil Dhadke Dil /  Dil Dhadke To...
Dil Dhadke Dil /Dil Dhadke To...
Dhadkane Dil Bhi Harakne Dil Hoti Hai'n
KhushboO -yein Gul Mein / Ishq Bhara Hai

Mat Mil Mat Mil Gul Se Mat Mil 
Aey Bulbul-E-Bismil
Mat Mil Mat Mil Gul Se Mat Mil 
Aey Bulbul-E-Bismil

[Hah hah ... ]


Ho...O..o... 
Sun Le Zamana /Samjhata Hoon
Teri Kahaani /Doh-rata Hoon
Eey Dil-E-Bulbul
Bulbul-e Bismil
Ay Dil-E-Bulbul E Bulbul 
Bulbul-e Bismil
Ikk Joda Tha aa../  Nar-Mada Ka
Bholi Thi Bulbul / Nar Shada Tha
Ikk Joda Tha aa../  Nar-Mada Ka
Bholi Thi Bulbul / Nar Shada Tha


Barf Gira Karti Thi
Jab Bhar Jaati Thi Kausaar'on Mein
Ikk Baaz Bada Badniyat Tha
Haan Ikk Baaz Bada Badniyat Tha
Udhta Tha aaa... Sab Ja Ja Zaraon Mein
Pankho' Me Uske /  Maut Chhupi Thi

Mehfil Mehfil 
Dhoond Raha Tha
Mehel'on Ki Manzil
Mehfil Mehfil 
Dhoond Raha Tha
Mehel'on Ki Manzil

Bulbul Ke Khwabon Mein Jaa Kar
Zeher Ke Dank Lagaye Thi
Khushboo-ye Gul Mein Zeher Bhara aa...
Aur Mada Ko Bhijwaaye Thi


Zeher Ke Dank Lagaye The

[Bulbul Ke Khwabon Mein Jaa Kar]

Mada Ko Bhijwaye The
[Zeher Ke Dank Lagaye The]
HO o O o o ooo.. Waadi Me Chidka baarud
Dil Me Jaal Bhichha Daale
Chhuri-yon Se Bechare Kar Ke  e e e eee..
Chhuri-yon Se Bechare Kar Ke
Dono Pankh Kata Daale

Are Dil Dil Dil Dil Jhoot Kahe Ye
Jhoot Kahe Buzhdil
Mat Mil Mat Mil Gul Se Mat Mil 
Aey Bulbul-E-Bismil
Aey Bulbul-E-Bismil
Aey Bulbul   E............Bismil

Zakhmi Nar Ko Qaid Kiya 
[Qaid Kiya, Qaid Kiya]
Zanjeero'n Mein Bandh Waya
Aaramula Ke Shiripur Se
Phir Paali Mein Phikwaya

Zehlaam..
Zehlaam.......
Laal Laal Hua
Laal Laal Hua
Laal Laal Hua
Laal  
Zehlaam..
Zehlaam.......
Laal Laal Hua
Laal Laal Hua
Laal Laal Hua
Laal  
[Ho..U...........aa]

Kashmir Ke Paani Ki Taashirein 
[O o o o o..]
Khul Gayi 
Zanjeer-ein 
Takdeer-ein
Zinda Hai Woh Zinda Hoga [aa aa aaa..]
Mujhrim Bhi Sharminda Hoga
[aa aa aa.....]
Zinda Hai Woh Zinda Hoga
Mujhrim Bhi Sharminda Hoga
Zinda Hai Woh Zinda Hoga
Mujhrim Bhi Sharminda Hoga aa

Hosh Mein Aa Jaa
Hosh Mein Aaa Ja
Aey Bulbul-E-Bismil
Aey Bulbul-E-Bismil
Khushboo Yeh Gul Mein Zeher Bhara Hai
Hosh Mein Aa Jaa
Hosh Mein Aaa Ja
Aey Bulbul-E-Bismil
Hosh Mein Aa Jaa
Hosh Mein Aaa Ja
Aey Bulbul-E-Bismil

Aao Na Lyrics and Video | Vishal Dadlani | Haider [2014]

"Aao Na Lyrics"

Song Title: Aao Na Lyrics
Lyrics By: Gulzar
Music By: Vishal Bhardwaj
Cast: Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Tabu, Irfan Khan
Director: Vishal Bhardwaj
Music Label: Junglee Music
Release date: October 2

Jalein  hi Jale hi Jale
Diye se jal rahi/ saari zindagi ee 
Oooo..ou...
Jalein  hi Jale hi Jale
Diye se jal rahi/ saari zindagi ee 
Oooo..ou...
Nahi bujhe / bujhe  nahi
Hawa se bujhe nahi /saari zindagi ee
Oooo..ou...


Ek phoonk se Miyaa'n
Sab uddh gaya Dhuaa'n
Woh jo saans ki / ek faans thi
Woh nikal gayi / Jo kha-rash thi
Aama sine ki / wo khalish gayi
Beqarari-yaan, bimaari-yaan gayi....eeee............ 
Ab to aao
Jaan meri
So bhi jaa  oo...oo.....oooooOOO

Are aa Oo na
Ke jaan gayi
Jahaan gaya / so jaa ooo
Arey aao na/
Ke thak gayi /hai zindagi / so jaa ooo

Are aa Oo na/
Ke jaan gayi /Jahaan gaya / so jaa ooo
Arey aao na/
Ke thak gayi /hai zindagi / so jaa ooo

Na shaam, na saveraa
Andhera hi , andhera
Na shaam, na saveraa
Andhera hi andhera
Hai ruuho'n ka basera
So jaao 


Hawa the Hawa the Hawa
Hawa the Hawa hue 
Baaqi to  khalaa 

Hawa the Hawa the Hawa
Hawa the Hawa hue 
Baaqi to  khalaa 
O O O O OU

Kabhi the to kabhi nahi
Kabhi the kabhi nahi
BaKi tuu khuda 
O o o o OU

Yeh tha Azal se tha
Uske Fazal se tha
Bada kaam tha to Zameen par
Woh to likh diya Jabeen par
Jo gujar gayi/ woh gujar gayi
Be wajah  yahaan
Na raho miyaan
Chalo miyaan 
Sab'r le loo
Qab'r le loo
Ghar mein aao oooooo ....oooOOO...

O ..Are aao na/ ke Jaan gayi /Jahaan gaya/ so jaao
Are aao na / ke thak gayi / hai Zindagi / so jaao
Are aao na / ke Jaan gayi /Jahaan gaya / so jaao
Are aao na/ ke thak gayi hai Zindagi /so jaao