Showing posts with label Farida Khanum. Show all posts
Showing posts with label Farida Khanum. Show all posts

Maine pairon mein payel to lyrics and video - Farida Khanum | Ghazal

Maine pairon mein payel to lyrics

Singer: Farida Khanum
Genre: Ghazal

This is a very beautiful ghazal by popular pakistani classical singer Farida Khanum . You will really love to sing it.




Maine pairon mein payel to bandhi nahi
Maine pairon mein payel to bandhi nahi
Kyun saja aa rahi hai ,
Chhana na na chhan

Chhana nan, chhana nan, chhana nan
Maine haathon mein kangan to pehna nahi ......x2
Kyun saja aa rahi hai ,

Khana na na khan
Chhana nan, chhana nan, chhana nan
Maine pairon mein payel to bandhi nahi

Na koyi arzoo na koyi aas hai
Mere dil yeh bata  kaisa ehsaas hai

Dil mein aan dekhe anchahi armaan hai
Kuch dino se yehi pareshaan hai


Maine chhedi nahi pyaar ki raagni .....x2
Kyun saja aa rahi hai ,
Chhana na na chhan
Jhana nan, chhana nan, chhana nan
Maine pairon mein payel to bandhi nahi

Koyi dene laga hai sadaye  mujhe
Aa gayi hai kahan se adaye mujhe

Kuch dino se ajab arzoo jaag uthi
Gudguda ne lagi hai hawaye mujhe

Mera aanchal to baanhon ke ghere mein hai ........x2
Kyun sada aa rahi hai,
Sana na na san
Chhana nan, chhana nan, chhana nan
Maine pairon mein payel to bandhi nahi
Kyun sada aa rahi hai,
Chhana na na chhan
Chhana nan, chhana nan, chhana nan
Maine haathon mein kangan to pehna nahi
Kyun saja aa rahi hai ,
Khana na na khann
Chhann!
                            

Aaj Jaane ki zid na karo Lyrics [ Farida Khanum ]

       " Aaj Jaane ki zid na karo Lyrics"

song : Aaj jaane ki zid na karo
singer: Farida Khanum
Genre: Ghazal

Aaj jaane ki zid na karo
Yunhi pehluu mein baithe raho oo
Aaj jaane ki zid na karo
Haay... mar jaayenge,  hum to loot jayenge 
Aisi baatein kiya na karo ooo
Aaj jaane ki jid na karo
Haay... mar jaayenge,  hum to loot jayenge 
Aisi baatein kiya na karo ooo
Aaj jaane ki jid na karo 

Tum  hi soocho zara kyun naa roo ke tumhe 
Jaan jaati hai jub uthke jaa te ho tum
tumko apni kasam jaan e jaan
Baat itni meri ii maan lo ooo
aaj jaane ki zid na karo ooo
Yunhi pehluu mein baithe raho oo
Aaj jaane ki zid na karo
Haay... mar jaayenge,  hum to loot jayenge 
Aisi baatein kiya na karo ooo
Aaj jaane ki jid na karo 


waqt ki qaid mein zindagi hai magar
 Chand ghadiyaan yehi,  hai jo aajad hai
Inko khokar mere jaan e jaan 
Umro bhar na taraste rahoo
Aaj jaane ki zid na karo
Haay... mar jaayenge,  hum to loot jayenge 
Aisi baatein kiya na karo ooo
Aaj jaane ki jid na karo.....


kitna maasoom rangeen hai yeh sama 
Husn aur ishq ki aaj mein raaj hai
Kaal ki kisko khabar jaan e jaan
Rok lo aaj ki raat ko ooo
Aaj jaane ki zid na karo Yunhi pehlooo mein baithe rahooo
Aaj jaane ki  zid na karo
Haay... mar jaayenge,  hum to loot jayenge 
Aisi baatein kiya na karo ooo
Aaj jaane ki jid na karo............