Showing posts with label Antara Mitra. Show all posts
Showing posts with label Antara Mitra. Show all posts

Saree Ke Fall Sa Lyrics….R…Rajkumar(2013)

Saree Ke Fall Sa Lyrics….R…Rajkumar(2013)

 singers: Nakash ajiz, Antara Mitra

 Music: Pritam Chakraborty

 Mat Maari - R... Rajkumar Lyrics Kunal Ganjawala,Sunidhi Chauhan


Saree ke fall sa kabi match kiya re
Kabi chod diya dil kabi catch kiya re
Sare ke fall sa kabi match kiya re
Kabi chod diya dil kabi catch kiya re


Touch karkey  touch karkey
Touch karkey touch karkey
Kahan chaldi bach karkey
Touch karkey  touch karkey
Touch karkey dil sse dil attach kiya re
Kabhi chod diya dil kabi catch kiya re
Sari ke fall sa kabi match kiya re


Saaya jabse mila tera saaya
Bhaaya muje har baar tu bhaya
Laaya sapne hasaar tu laya
Aisse aisse haan aisse aisse aisse jaisse
Aya jabse hai yaar tu aaya
Chaya ban ke hey pyar tu chaya
Laya sapne hazaar thu laaya
Aisse aisse haan aisse aisse aisse


Such karkey, such karkey
Mere sapney such karkey
Kahan chaldi bach karkey
Touch karkey, touch karkey
Touch karkey dil mera kyon scratch kiya re
Kabhi chod diya dil kabhi catch kiya re
Sari ke fall sa kabi match kiya re
Kabhi chod diya dil kabi catch kiya re
Sare ke fall sa kabhi match kiya re

Lyrics of Kaddu Katega Lyrics - Antara Mitra | R. Rajkumar

                                                Kaddu Katega Lyrics


Movie: R. Rajkumar 
Singer: Antara Mitra
Music by: Pritam
Lyrics by: Ashish Pandit
Music on: Eros

Kaddu katega to sab mein bantega
Kaddu katega to sab mein bantega
Kaddu katega to sab mein bantega
Kaddu katega to sab mein bantega

Jo manwa ke sandook mein bandook chhupai ke
Neeyat mein mohabbat ki zara phoonk milai ke
Sunsaan se pichhwaade mein jo tang gali hai
Us tang se galiyaare mein mashooq bulai le..
Mail tanke ka tan se tu le ke
Aabroo ki silaayi khulegi
Sharm ka bhi lifafa phatega

Kaddu katega to sab mein bantega
Kaddu katega to sab mein bantega
Jo bhi katega woh sab mein bantega re..
Kaddu katega to sab mein bantega

Rookhi hai.. zara sookhi hai...
Zameen barson se zisam ki
Barsa de.. ras barsa de..
Mere hothon pe tu rangeen

Haaye.. rookhi hai.. zara sookhi hai...
Zameen barson se zisam ki
Barsa de.. ras barsa de..
Mere hothon pe tu rangeen
Aaj kar de tu aisi tabaahi
Khaali hote hi poori suraahi
Khud-ba-khud jo badha hai ghatega

Kaddu katega to sab mein bantega
Kaddu katega to sab mein bantega
Kaddu katega to.. aai..
Kaddu katega to sab mein bantega

Desi hoon.. mujhe gatka le
Tujhe bhulwa doon vilaaiti
Mudde ki phir batein hon
Badi kar li hai bakaiti
[Arre desi..]

Desi hoon.. mujhe gatka le
Tujhe bhulwa doon vilaaiti
Mudde ki phir batein hon
Badi kar li hai bakaiti
Jaise hi ho khatam kaam taitis
Hote hote chhuaare se kismis
Naam to sirf mera ratega

Kaddu katega to sab mein bantega
Kaddu katega to sab mein bantega
Kaddu katega to sab mein bantega
Kaddu katega to.. aai..
Kaddu katega to sab mein bante