Itna tu karna swami lyrics - Anup jalota | Bhajan

Genre: Bhajan
Singer : Anup Jalota
 
Itna tu karna swami
Jab pran tan se nikle
Gobind naam lekar
Tab pran tan se nikle

Pitumbari kashi ho,
Chavi mann me ye basi ho
Honthon  pe kuch hansi ho,
Jab pran tan se nikale

Us waqt jaldi aa na
Nahi shyam bhool jaa na
Radhe ko saath laa na
Jab pran tan se nikle

Ek bhakt ki hai arazi
Khud garj ki hai garzi
Aage tumhari marzi
Jab pran tan se nikle

1 comment:

shubhecha said...

thanks a lot. no comment ?