Hoshwalon ko khabar kya lyrics of Jagjit Singh Ghazal

  "Hoshwalon ko khabar kya bekhudi kya cheez hai  lyrics "

Song : Hoshwalon ko khabar kya bekhudi kya cheez hai

Singer: Jagjit Singh

Genre: Ghazal



Hoshwalon ko khabar kya bekhudi kya cheez hai    2
Ishq ki je phir samjhaye        2
zindagi kya cheez hai     
Hoshwalon ko khabar kya bekhudi kya cheez hai


Unse nazre kya mili roshan fiza-e ho gayee
Un hu hu hu ah ha ha ha ha ha ha la la la la la la
Unse nazre kya mili roshan fiza e ho gayee
Aaj jana pyaar ki jadugari kya cheez hai    2
Ishq ki je phir samjhaye          2
Zindagi kya cheez hai


Khulti zulfon ne sikhayi 
Mausam o ko shyari
Un hu hu hu ah ha ha ha ha ha ha la la la la la la
Khulti zulfon ne sikhayi 
Mausam o ko shyari
jhukti aankhon ne bataya
Maikashi kya cheez hai

jhukti aankhon ne bataya
Maikashi kya cheez hai
Ishq ki je phir samjhaye        2
Zindagi kya cheez hai

Hum labon se kehna paye
Unse haal-e dil kabhi
Un hu hu hu  la la la la la la Un hu hu hu hu hu
Hum labon se kehna paye
Unse haal-e dil kabhi
Aur wo samjhe nahi ye
Khamoshi kya cheez hai
Aur wo samjhe nahi ye
Khamoshi kya cheez hai
Ishq ki je phir samjhaye       2
zindagi kya cheez hai

No comments: