Awargi mein hadh se guzar ja na chahiye lyrics Munni Begum

Song Name :  Awargi mein hadh se guzar ja na chahiye

Singer: Munni Begum 


Awargi mein hadh se guzar ja na chahiye
Awargi mein hadh se guzar ja na chahiye
Lekin kabhi kabhar
Lekin kabhi kabhar
To ghar jaana chahiye
Awargi mein hadh se guzar ja na chahiye
Awargi mein hadh se guzar ja na chahiye

Mujhse bichad kar indino kis rang mein hai woh 3
Ye dekh ne rakib ke ghar jaana chahiye
Ye dekh ne rakib ke ghar jaana chahiye
Lekin kabhi kabhar
Lekin kabhi kabhar 
To ghar jaana chahiye
Awargi mein hadh se guzar ja na chahiye


 Uss but se ishq ki jiye lekin kuch iss tarah
 Uss but se ishq ki jiye lekin kuch iss tarah
 Uss but se ishq ki jiye lekin kuch iss tarah
 Puche koi to saaf mukar jaana chahiye
 Puche koi to saaf mukar jaana chahiye
 Awargi mein hadh se guzar ja na chahiye

 Afsos apne ghar ki pata hum se kho gaya
 Afsos apne ghar ki pata hum se kho gaya
Afsos apne ghar ki pata hum se kho gaya
Ab sochna yeh hai ke kidhar jana chahiye
Lekin kabhi kabhar
Lekin kabhi kabhar 
To ghar jaana chahiye
Awargi mein hadh se guzar ja na chahiye

 Baithain hey hur faseel pe kuch log taak mein
Baithain hey hur faseel pe kuch log taak mein
Achcha hai thodi deir sey ghar jaana chahiye
 Achcha hai thodi deir sey ghar jaana chahiye
 Achcha hai thodi deir sey ghar jaana chahiye
Lekin kabhi kabhar
Lekin kabhi kabhar 
To ghar jaana chahiye
Awargi mein hadh se guzar ja na chahiye


 Rab e wisal  wasl ka mausam bhi agayaa
 Rab e wisal  wasl ka mausam bhi agayaa
 Rab e wisal  wasl ka mausam bhi agayaa
Ab to mera naseeb sunwar jana chahiye
Ab to mera naseeb sunwar jana chahiye
Lekin kabhi kabhar
Lekin kabhi kabhar 
To ghar jaana chahiye
Awargi mein hadh se guzar ja na chahiye



Nadan yeh jawani ka zamana gujar gaya
Nadan yeh jawani ka zamana gujar gaya
Nadan yeh jawani ka zamana gujar gaya
Ab agaya burhpa sudhar jana chahiye
Ab aagaya burhpa sudhar jana chahiye
Lekin kabhi kabhar
Lekin kabhi kabhar 
To ghar jaana chahiye
Awargi mein hadh se guzar ja na chahiye



Nadan yeh jawani ka zamana gujar gaya
Nadan yeh jawani ka zamana gujar gaya
Nadan yeh jawani ka zamana gujar gaya
Ab agaya burhpa sudhar jana chahiye
Ab aagaya burhpa sudhar jana chahiye
Lekin kabhi kabhar
Lekin kabhi kabhar 
To ghar jaana chahiye
Awargi mein hadh se guzar ja na chahiye



Baithein rahoge kab dasht mein kab tak husan raza
Baithein rahoge kab dasht mein kab tak husan raza
Baithein rahoge kab dasht mein kab tak husan raza
Jeena aagar nahi hain to mar jaana chahiye 
Lekin kabhi kabhar
Lekin kabhi kabhar 
To ghar jaana chahiye
Awargi mein hadh se guzar ja na chahiye


Awargi mein hadh se guzar ja na chahiye
Awargi mein hadh se guzar ja na chahiye
Awargi mein hadh se guzar ja na chahiye
Awargi mein hadh se guzar ja na chahiye

                               Like our website? Say with your comment.

No comments: