"Na Tha Kuch To Khuda Tha Lyrics"
Mirza Ghalib Ghazal
Na Tha Kuch To Khuda Tha
Kuch Na Hota To Khuda Hota
Na Tha Kuch To Khuda Tha
Kuch Na Hota To Khuda Hota
Dubo-ya Mujh Ko Hone Ne
Na Hota Main To Kya Hota
Hua Jab Gham Se Yun Behis
To Gham Kya Sar Ke Kat Ne Ka
Hua Jab Gham Se Yun Behis
To Gham Kya Sar Ke Kat Ne Ka
Na Hota Gar Judaa Tan Se
To Zaannon Par Dhara Hota
Huyi Muddat Ke 'Ghalib' Mar Gaya
Par Yaad Aata Hai
Huyi Muddat Ke 'Ghalib' Mar Gayaa
Par Yaad Aa Ta Hai
Wo Har Ek Baat Pe Kehna
Ke Yun Hota To Kya Hota
Ke Yun Hota To Kya Hota.............x3
No comments:
Post a Comment