"Aap jaisa koi meri lyrics"
Song: Aap Jaisa Koi Meri Zindagi
Movie: Qurbani [1980]
Singer: Nazia Hassan
Aap jaisa koi meri zindagi me aaye
To baat ban jaaye
Ha ha baat ban jaaye
Aap jaisa koi meri zindagi me aaye
To baat ban jaaye
Aa ha baat ban jaaye
Phool ko bahar
Bahar ko chaman
Dil ko dil, badan ko badan
Har kisi ko chahiye, tan ka milan
Kash mujhpar aisa
Dil aap ka bhi aaye
To baat ban jaaye
Ha ha baat ban jaaye
Haan
Aap jaisa koi meri zindagi me aaye
To baat ban jaaye
Ha ha baat ban jaaye
Aap jaisa koi meri zindagi me aaye
To baat ban jaaye
Ha ha baat ban jaaye
Main insaan hu
Farishta nahi
Dar hai behek , na jaoon kahin
Tanha dil na sambhalega
Pyaar bina ye tadpega
Aap sa kahan hai
Dil aapko hi paye
To baat ban jaaye
Ha ha baat ban jaaye
Haan
Aap jaisa koi meri zindagi me aaye
To baat ban jaaye
Ha ha baat ban jaaye
Ho
Aap jaisa koi meri zindagi me aaye
To baat ban jaaye
Ha ha baat ban jaaye
Aa haan haan haan haan haan baat ban jaaye
Oo ho ho ho ho baat ban jaaye
Aa haan haan haan haan haan baat ban jaaye
O baat ban jaaye
No comments:
Post a Comment