Wo Sarphiri Hawa Song Lyrics--Hariharan | Waqt Par Bolna (2007)

"Wo  Sarphiri Hawa Thi  Lyrics"

Song Name: Wo Sarphiri Hawa Thi
Singer: Hariharan
Genre: Ghazal

    Wo  sarphiri hawa thi
    Sambhal na pada mujhe
    Wo  sarphiri hawa thi
    Sambhal na pada mujhe
    Main akhari charag tha
    Jalna pada mujhe
    Wo sarphiri hawa thi

    Mehsush kar raha tha
    Use apne aas paas
    Mehsush kar raha tha
    Use apne aas paas
    www.69lyrics.com
    Apna khayal khud hi badal na pada
    Apna khayal khud hi badal na pada
    Main  akhri charag tha
    Jalna pada mujhe
    Wo sarphiri hawa thi

    Mauj hu yeh guftgu thi
    Meri khamoshi kahi
    Mauj hu yeh guftgu thi
    Meri khamoshi kahi
    Jo jeher pee chukaa tha
    Ugalna pada mujhe
    Jo jeher pee chuka tha
    Ugalna pada mujhe
    Main  akhri charag tha
    Jalna pada mujhe
    Wo sarphiri hawa thi

    Kuch dur tak jaise koyee mere saath tha
    Kuch  dur tak jaise koyee mere saath tha
    Phir apne saath hi aap hi
    Chalna pada mujhe
    Phir apne saath hi aap hi
    Chalna pada mujhe
    Main akhri charag tha
    Jalna pada mujhe
    Wo sarphiri hawa thi
    Sambhal na pada mujhe
    Main akhri charag tha
    Jalna pada mujhe

No comments: