Ye aasmaan ye zameen Lyrics | Shreya Ghoshal | Humnasheen [2014]

 Ye aasmaan ye zameen Lyrics

Song Title : Ye aasmaan  ye zameen
Album: Humnasheen [Ghazals by Shreya Ghoshal]
Artist:Shreya Ghoshal
Music : Deepak Pandit
Lyrics by: Manoj Muntashir
Music on : Times Music
Released on : February , 2014
Genre: Ghazal



Aa aa aa aa aa ....
Aa aa aa aa.......
Aa aa aa aa .....   re .....re ..nu

Ye aasmaan , ye zameen, ye ghata , ye meri hai.......x2
Tu mera hai toh ye saari (2) fizayein meri hai
Fizayein meri hai
Ye aasmaan , ye zameen, ye ghata ,ye meri hai
Ye aasmaan
Bahaarein saari main aur-on mein baant doongi magar ......x2
Jo tujhko chhuu ke
Jo tujhko chhuu ke chale wo hawaayein meri hai
Tu mera hai toh yeh saari
Tu mera hai toh yeh saari fizayein meri hai
Fizayein meri hai
Yeh aasmaan ye zameen...

Ma ga ni sa / ma ga ni sa /ma ga aa aa
Ga ma da ni / ni sa ma ga /ni sa ni da
pa ma ga ma/ ni da pa ma/ ga re /re ga ma pa 
Ma ga re sa da /ni ga sa

Hamara pyaar ab,  iss se haseen kya hoga ....x2
Uthe hai haath
Uthe hai haath tere aur duayein meri hai
Tu mera hai toh, yeh saari fizayein meri hai
Fizayein meri hai
Yeh aasmaan [2] yeh zameen , yeh ghatayein meri hai

No comments: