Dil Jo Na Keh Saka Lyrics - Bheegi Raat [1965]
Song Title: Dil Jo Na Keh Saka
Movie : Bheegi Raat [1965]
Singer : Mohammed Rafi
Lyrics by: Sahir Ludhianvi
Music by: Roshan Lal
Cast: Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar
Music Label : 1965 Saregama
This is a wonderful sountrack from 1965 movie Beegi Raat by Mohammad Rafi . This song is also sung by Lata ji in this movie . You will really love to sing it.
Dil, jo na keh saka ..
Wohi raaz e dil ...
Kehne ki raat, aayi
Dil, jo na keh saka
Wohi raaz e dil
Kehne ki raat, aayi
Dil , jo na keh saka....
Naghma sa koyi
Jaag utha badan mein
Jhankaar kisi, tharthari hai tann mein
Jhankaar kisi... , tharthari hai tann mein
Oo o mubarak tumhe kisi ki
Larajti si baahon mein-
Rehne ki raat, aayi
Dil , jo na keh saka ....
Dil , jo na keh saka ....
Tauba yeh kis ne, aanjuman saja ke
Tukde kiye hai , Guncha e wafa ke
Tukde kiye hai ,Guncha e wafa ke
Tukde kiye hai ,Guncha e wafa ke
Ho oo oo uchhalon gulon ke tukde
Ke rangeen fizaon mein
Rehne ki raat , aayi
Dil, jo na keh saka....
Chaliye mubarak , jashn dosti ka
Daaman toh thama
Apne kisi ka ...
Daaman toh thama
Apne kisi ka ...
Ho oo oo
Humein toh khushi yehi hai
Tumhe bhi kisi ko apna,
Keh ne ki raat , aayi
Dil, jo na keh saka.....
Saagar uthaao ...
Dil ka kisko gham hai
Aaj dil ki keemat
Jaam se bhi kam hai
Aaj dil ki keemat
Jaam se bhi kam hai
Aaj dil ki keemat
Jaam se bhi kam hai
Ho o oo
Peeyo chahe khoon dil ho
Ke peete pilate hi
Wohi raaz e dil
Kehne ki raat , aayi
Dil , jo na keh saka
No comments:
Post a Comment