ARZIYAAN LYRICS - Vikrant Bhartiya, Aishwarya Majmudar | Jigariyaa [2014]

ARZIYAAN LYRICS -  Jigariyaa

Movie : Jigariyaa [2014]
Singer[s]: Vikrant Bhartiya, Aishwarya Majmudar
Music by: Raj-Prakash
Lyrics By: Faraaz Ahmad
Cast: Harshvardhan Deo, Cherry Mardia
Music Label: T-Series

This is very beautiful soundtrack from the movie Jigariyaa . This song is sung by Vikrant Bhartiya, Aishwarya Majmudar . 

 
Aa aa..............

Mil jao tum mil jaaye duniya
Aur na kuchh chahu'n main
Tu hi to sab kuchh mera
Aur na kuchh janoon main


Dil ki sada, sunle zara bekhabar
Sajde dil tujhe karta hai -salamiyaan
[ Arziyaan arziyaan ..
Sunle dil ki arziyaan ].......x4

Meri sab raahe hai tu
Chahe jo bhi mai chuunoo
Mere sang sang bas chale tu
Jo bhi sapne main bunoo'n

Hoo 
Meri sab raahe hai tu
Chahe jo bhi mai chuunoo
Mere sang sang bas chale tu
Jo bhi sapne main bunoo'n

Pyar tera , hai bekhabar , besabar
Sajde dil tujhe karta hai -salamiyaan
[ Arziyaan arziyaan ..
Sunle dil ki arziyaan ].......x4

Tera hi ab, ho gaya main
Ho ke tum se rubaroo
Main nahi hoon, mere khud mein
Tu hi tu hai chaar su

Hoo
Tera hi ab, ho gaya main
Ho ke tum se rubaroo
Main nahi hoon, mere khud mein
Tu hi tu hai chaar su

[Ni sa re ni / dha ga pa sa ...]

Dil ka mere ,tere bina,  na basar
Sajde dil tujhe karta hai - salamiyaan
[ Arziyaan arziyaan ..
Sunle dil ki arziyaan ].......x4

Mil jao tum mil jaaye duniya
Aur na kuchh chahu'n main
Tu hi to sab kuchh mera
Aur na kuchh janoon main


Dil ki sada, sunle zara bekhabar
Sajde dil tujhe karta hai- salamiyaan 
[ Arziyaan arziyaan ..
Sunle dil ki arziyaan ].......x4

No comments: