Sun Balam Lyrics | Rajeshwari Pathak | Rang Rasiya[2014]

Sun Balam Lyrics | Rang Rasiya

Movie :Rang Rasiya[2014]   
Music Director : Sandesh Shandilya
Singer: Rajeshwari Pathak
Lyrics by : Manoj Muntashir
Star Cast: Randeep Hooda , Nandana Sen
Director:Ketan Mehta


Aaa aaa aaaa.............

Sun balam tori
Sun balam tori
Ankhiyaan karein batiyaan
Ankhiyaan karein batiyaan
Sun balam tori
Sun balam tori
Ankhiyaan karein batiyaan
Ankhiyaan karein batiyaan


Bawari samajhe hain
Bawari samajhe hain
Mohe chhede/
Haan chhede/ ye to'h sakhiyaan
Ankhiyaan karein batiyaan



Laaj ke maare/maare mar jaoon
Mann hi mann/ toh se raas rachaoon
Aaaa...
Ek pal moh se / nain ladaaye
Dujey pal dekho/ naina churayein
Aisa khel khele/haan khele
Ye to'h sakhiyaan
Ankhiyaan kare batiyaan

Sun balam/sun balam........
Tori ankhiyaan...../tore batiyaan


Sone sajanwa/main balihari
Dekh teri /surat matwaari
Aa.. sone sajanwa aaa../ main balihari
Sone sajanwa.../main balihaari  ee....

Baawri kar de/mohe chhede
Haan chhede/ye to'h sakhiyaan
Ankhiyaan kare batiyaan

Sun balam ......
Balam/ sun balam
Sun balam ......
Balam

No comments: