Rahen na rahen hum Lyrics

Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Singer : Lata Mangeshkar
Music Director : Roshan
Most favourite of all time . Lata Mangeshkar in so melodious voice . The meaning of this song is really heart touching. Wonderful creation of 1966 by music director Roshanlal Nagrath .
Rahen na rahen hum / mehka karenge
Ban ke kali /ban ke saba / baag-e-wafa mein
Rahen na rahen hum....
Mausam koyi ho / iss chaman mein/ rang ban ke /rahenge.../ hum khiram
Chahat ki khushboo/ yun hi zulfon se udegi/ kheeja ho /ya bahaare
Yun hi jhoomte / yun hi jhoomte aur / khilte rahenge
Ban ke kali /ban ke saba / baag-e-wafa mein
Rahen na rahen hum / mehka karenge
Ban ke kali /ban ke saba / baag-e-wafa mein ...
Khoye hum aise / kya hai milna/ kya bichhadna /nahi hai /yaad hum ko
Kunche mein dil ke/ jab se aaye /sirf dil ki /zameen hai /yaad hum ko
Isi sarzameen, isi sarzameen pe / hum to rahenge
Ban ke kali /ban ke saba / baag-e-wafa mein
Rahen na rahen hum
Jab hum na honge / jab hamari / khaank pe tum/ rukoge/ chalte chalte
Ashquon se bheegi / chandni mein /ekk sada si /suno-ge chalte chalte
Wohi pe kahin, wohi pe kahin hum / tum se milenge
Ban ke kali /ban ke saba / baag-e-wafa mein
Rahen na rahen hum / mehka karenge
Ban ke kali /ban ke saba / baag-e-wafa mein ...
Rahen na rahen hum
No comments:
Post a Comment