Zaroori Tha Lyrics - rahat Fateh Ali Khan | Back 2 Love [2014] Album

"Zaroori Tha Lyrics"

Album :- Back2Love [2014]
Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Music Composer: Sahir Ali Bagga
Lyrics by: Khalil-ur-Rehman Qamar
Music Label: Universal Music

One of the very popular and melodious track from Rahat Fateh Ali Khan's latest album Back2Love . The lyrics of this song is sooo beautiful that you will love to sing it.

Lovez Kitne Hi Tere Pairon Se Lipte ee Honge
Tuu Ne Jab Akhri Khat Mera aa Jala aaa Hoga
Tuu Ne Jab Phool, Kitabon Se, Nikale Honge
Dene Wala aaa Bhi Tujhe, Yaad to  aa ..Hoga
Na aa aaa......... na aaaa............

Teri Aankhon Ke Dariya Ka Utarna Bhi zZaroori Tha
Mohabbat Bhi Zaroori Thi Bichadna Bhi Zaroori Tha
Jaroori Tha Ke Hum Dono Tabah Pe Arzoo Karte
Magar Phir Arzoo-on Ka Bikharna Bhi Zaroori Tha
Teri Aankhon Ke Dariya Ka Utarna Bhi zZaroori Tha
 
Baataon Yaad Hai Tumko Wo Jab Dil Ko Churaaya Tha
Churaayi Cheez Ko Tumnein Khuda Ka Ghar Banaya Tha
Wo Jab Kehte The Mera Naam Tum Tasbir Mein Padte Ho
Mohabbat Ki  Namano Ko  Jala Karne Se Darte Ho
Magar Abb Yaad Aata Hai Wo Baatein Thi Mehej Baatein
Kahin Baaton Hi Baaton Mein Mukarna  Bhi zZaroori Tha
Teri Aankhon Ke Dariya Ka Utarna Bhi zZaroori Tha

Na aa aaa......... na aaaa.............................................

Wohi Hai Suratein Apni ,Wohi Main Hu Wohi Tum Ho
Magar Khoyaa Hua Hoon Main , Magar Tum Bhi Kahin Bhi Gum Ho
Mohabbat Mein Dagha Ki Thi So Qafir The So Qafir Hain
Mili Hain Manzil-ein Phir Bhi , Musaffir The Musaffir Hain
Tere Dil Ke Nikaale Hum , Kahan Bhatake Kahan Pahuunche
Magar Vatake To Yaad Aaya , Bhatakna Vi Zaroori Tha
Mohabbat Vi Zaroorii Thi Bichadanaa Bhi Zaroorii Tha
Zaroori Tha Ke Hum Dono Tawafein Arzoo Karte
Magar Phir Arzoo-on Ka Bikharna Bhi Zaroori Tha
Teri Aankhon Ke Dariya Ka Utarna Bhi zZaroori Tha

No comments: