" Purani Jeans Aur Guitar Lyrics"
Ali Haider
Album : Sandesa [1993]
Very popular track from 1993 Album Sandesa by Pakistani artist Ali Haider . The artist has a very nice voice . This track is an all time hit one.
Purani Jeans, Aur Guitar
Mahalle Ki wo Chhaat
Aur Mere Yaar
Wo Raaton Ko Jaagna
Suvah Ghar Jaana
Kood Ke Deewar
Wo Cigarete Peena
Gali Mein Jaa Ke
Wo Karna Daanto Ko
Ghadi Ghadi Saaf
Pahunchna College
Hamesha Late
Vo Kehna Sir Ka
{Get Out From The Class}
Wo Bahar Jaake
Hamsha Kehna aa
Yahan Ka System
Hi Hai Kharab
Wo Jaake Canteen Mein
Table Bajake
Wo Gaane Gaana
Yaaron Ke Saath
Bas Yaadein,Yaadein
Yaadein Reh Jaati Hain
Kuch Choti, Choti
Baatein Reh Jaati Hain
Bas Yaadein...............
Wo Papa Ka Daantna
Wo Kehna Mummy Ka
Chhodein Jee Aap
Tumhein To Bas
Nazar Aata Hain
Jahan Mein Beta
Mera Hi Kharab
Vo Dil Mein Sochnaa
Kar Ke Kuch Dikha Dein
Vo Karna Planning
Roz Nayee Yaar
Ladakpan Ka
Wo Pehla Pyaar
Wo Likhna Haathon Pe
[A + R]
Wo Khidki Se Jhankna
Wo Likhna Letter
Unhe Baar Baar
Wo Dena Tofe Mein
Sone Ki Baaliyaan
Wo Lena Doston Se
Paise Udhar
Bas Yaadein,Yaadein
Yaadein Reh Jaati Hain
Kuch Choti, Choti
Baatein Reh Jaati Hain
Bas Yaadein...............
Aisa Yaado-N Ka MausaM Chala
Bhool Ta Hi Nahi
Dil Mera
Kaha.N Meri Jeans , Aur Guitar
Mahalle Ki Wo Chaat
Aur Mere Yaar
Wo Raaton Ko Jaag Na aa
Suvah Ghar Jaana
Kood Ke Deewar
Purani Jeans
Aur Guitar......................
Purani Jeans, Aur Guitar
Mahalle Ki wo Chhaat
Aur Mere Yaar
Wo Raaton Ko Jaagna
Suvah Ghar Jaana
Kood Ke Deewar
Wo Cigarete Peena
Gali Mein Jaa Ke
Wo Karna Daanto Ko
Ghadi Ghadi Saaf
Pahunchna College
Hamesha Late
Vo Kehna Sir Ka
{Get Out From The Class}
Wo Bahar Jaake
Hamsha Kehna aa
Yahan Ka System
Hi Hai Kharab
Wo Jaake Canteen Mein
Table Bajake
Wo Gaane Gaana
Yaaron Ke Saath
Bas Yaadein,Yaadein
Yaadein Reh Jaati Hain
Kuch Choti, Choti
Baatein Reh Jaati Hain
Bas Yaadein...............
Wo Papa Ka Daantna
Wo Kehna Mummy Ka
Chhodein Jee Aap
Tumhein To Bas
Nazar Aata Hain
Jahan Mein Beta
Mera Hi Kharab
Vo Dil Mein Sochnaa
Kar Ke Kuch Dikha Dein
Vo Karna Planning
Roz Nayee Yaar
Ladakpan Ka
Wo Pehla Pyaar
Wo Likhna Haathon Pe
[A + R]
Wo Khidki Se Jhankna
Wo Likhna Letter
Unhe Baar Baar
Wo Dena Tofe Mein
Sone Ki Baaliyaan
Wo Lena Doston Se
Paise Udhar
Bas Yaadein,Yaadein
Yaadein Reh Jaati Hain
Kuch Choti, Choti
Baatein Reh Jaati Hain
Bas Yaadein...............
Aisa Yaado-N Ka MausaM Chala
Bhool Ta Hi Nahi
Dil Mera
Kaha.N Meri Jeans , Aur Guitar
Mahalle Ki Wo Chaat
Aur Mere Yaar
Wo Raaton Ko Jaag Na aa
Suvah Ghar Jaana
Kood Ke Deewar
Purani Jeans
Aur Guitar......................
1 comment:
Mesmerizing lyrics, song and voice
Post a Comment