In aankhon ki masti ke lyrics - Asha Bhosle | Umrao Jaan[1981]

"In aankhon ki masti ke lyrics"

Singer : Asha Bhosle
Movie: Umrao Jaan[1981]
Music : Khayyam
Lyrics: Shahryar

Beautiful song and beautiful poetry.

In aankhon ki masti ke
Aah aah aah aah..aa...
In aankhon ki masti ke / Mastaane hazaron hain
Mastaane hazaron hain
In ankhon se vaa-basta
In aankhon se vaa-basta /Afsaane hazaaron hain
Afsaane hazaaron hain
In ankhon ki masti ke

Ek tum hi nahin tanha  aaa aaa.. aa
Ek tum hi nahin tanha /ulfat mein meri ruswa
Ulfat mein meri ruswa
Iss seher mein tum jaise,
Iss seher mein tum jaise /deewane hazaron hain
Deewane hazaron hain
In aankhon ki masti ke /mastaane hazaaron hain
In ankhon ki masti ke
Aah aah aah aa aa .a aa aa..


Ek sirf hum-e mai ko, ek sirf hum-e
Ek sirf hum-e mai ko /aankhon se pilaate hain
Aankhon se pilaate hain
Kehne ko to duniya mein
Kehne ko to duniya mein/ maikhane hazaaron hain
Maikhane hazaaron hain
In ankhon ki masti ke/ mastaane hazaaron hain
In ankhon ki masti ke


Is shamm-e-faroza ko,
Aah aah aa
Is shamme  farozaa ko /aandhi se darraa te ho
Aandhi se darraa te ho
Is shamme  farozaa ke
Is shamme  faroza ke / parvane hazaaron hain
Parvane hazaaron hain
In ankhon ki masti ke /mastaane hazaaron hain
In ankhon se vabasta /afsaane hazaaron hain
Afsane hazaaron hain
In ankhon ki masti ke

No comments: