Lyrics of Zara si dil mein de..-Zannat [2008]

"Zara si dil mein lyrics"

Song name: Zara si dil mein
Movie: Jannat [2008]
Singer: K.K
Music by: Pritam Chakraborty
Lyrics by:Sayeed Quadri

Zara si dil mein de jagah tu
Zara sa aapna le bana aa a
Zara sa khwabon mein sajaa tu
Zara sa yaadon mein basa aa a

Mein chaahun tujhko
Meri jaan bepanaah
Fida hoon tujhpe
Meri jaan bepanaah

Wooo Wo oo o oo o oo o

Zara si dil mein de jagah tu
Zara sa aapna le bana aa a
Zara sa khwabon mein sajaa tu
Zara sa yaadon mein basa aa a

Main tere main tere
Kadmo mein rakh du yeh jahan
Mera ishq dewaangi

Hai nahi hai nahi
Ashiq koi mujhsa tera
Tu mere liye bandagi


Mein chaahun tujhko
Meri jaan bepanaah
Fida hoon tujhpe
Meri jaan bepanaah


Zara Si dil mein de jagah tu
zara sa apna le bana aa a
Zara sa khwabon mein saja tu
Zara sa hon mein basa

Keh bhi de keh bhi de
Dil mein tere hai jo chupa
Khwaish jo hai teri

Rakh nahi rakh nahi
Parda koi mujhse aye jaan
Kar le tu mera yakin

Mein chaahun tujhko
Meri jaan bepanaah
Fida hoon tujhpe
Meri jaan bepanaah


Wooo Wo oo o oo o oo o

No comments: