Song name:Tauba Tauba
Singer: Kailash Kher
Movie : Khichdi
Tauba Tauba Tauba ufff,
Tauba Tauba Tauba ufff,
Tauba Tauba Tauba ufff
Tauba Tauba Tauba
Tauba Tauba ve eee terii surat
Masha e Allah ve eee teri surat
Tauba Tauba ve teri surat
Masha e Allah ve teri surat
Tenu Jera mere liye rab ne Banaya mere Yaara
Dildaara dise rab da nazara
Tauba Tauba Tauba uff
Tauba Tauba Tauba
Tauba Tauba ve teri surat
Masha-e-allah ve teri surat
Tuenu Jera Mere liye rab ne Banaya mere Yaara
Dildaara dise rab da nazara
Tauba Tauba Tauba ufff
Tauba Tauba Tauba ufff
Tu chod jahan ki batein
Jag jhutha hai pagal hain
Tere Bina Yeh saari duniya ek virana jungle hain
Tere sang sang dolu teri khushbuU mein gholu
Ang ang rang rang sara
Tauba Tauba Tauba ufff,
Tauba Tauba Tauba ufff
Tu khwab hai ya hai dhoka
Thagni hain ya koi maaya
Hain tu nachni nach nacha ve
Tujhe koi samajh na paya
Teri nazron ki dhaar tekhi tekhi hai Kataar
Jo bhi dekhe woh toh gaya bas maara...aaa.
Tauba Tauba Tauba ufff,
Tauba Tauba Tauba ufff
Tauba tauba ve teri surat
Masha e allah ve teri surat
Tauba tauba ve teri surat
Masha-e-allah ve teri surat
Tenu Jera mere liye rab ne banaya mere yaara
Dildaara dise rab da nazara
Tauba Tauba Tauba ufff,
Tauba Tauba Tauba ufff
Tauba Tauba ve teri surat.
No comments:
Post a Comment