Song : Mera kuch saaman lyrics
Singer: Asha Bhosle
Lyrics by: Gulzar
music by : R.D Burman
Mera kuch saaman tumhare pass padaa hai
Sawan ke kuch bhige din rakhe hai aur
Mere ek khat me lipti raat padi hain
wo raat bujhado mera wo saaman lauta do
Patzad hain kuch hai na
Patzad mein kuch patton ke girne ki aahat
Kanon mein ek baar pahan ke lauta yi thi
Patzad ki wo shakh abhi tak kaanp rahi hain
Wo shakh bujha do , mera wo saaman lauta do
Ek akeli chhatri mein jab adhe adhe bhig rahe the
Adhe sukhe , adhe gile sukha to mein le aai thi
Gila mann shayad , bistar ke pass pada ho
Wo bhij wa do , meraa wo samaan lauta do
Ek so solah chand ki ratee, ek tumhare kandhi ka
til
Gili mehendi ki khusboo , jooth mooth ke
Shikwe kuch jhut muth ke wade bhi
Sab
Yaad kara do sab bhijwa do
Meraa wo saaman lauta do
Yek ijaat de do bas jab iss ko
Dafnaoongi
Main bhi wahi so jaaoongi

No comments:
Post a Comment