Ek pyaar ka naghma hai lyrics from Shor (1972)

                   Ek pyaar ka naghma hai  lyrics from Shor (1972)

Film : Shor (1972)
Song : Ek pyaar ka naghma hai
Singers : Lata Mangeshkar ,  Mukesh
Music By : Laxmikant Pyarelal
Lyrics :Santosh Anand


Ek pyaar ka naghma hai
Maujon ki raavani hai
Zindagi aur
Kuch bhi nahi
Teri meri kahani hai

Ek pyaar ka nagma hai
Maujon ki raavani hai
Zindagi aur
Kuch bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyaar...............

Kuch pa kar khona hai
Kuch kho kar paana hai
Jeevan ka matlab toh
Ana aur jaana hai
Do pal ke jeevan se
Ek umrr churani hai
Zindagi aur
Kuch bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyaar...............


Tu dhaar hai nadiyan ki
Main tera kinara hoon
Tu mera sahara hai
Main tera sahara hoon
Aankhon mein samandar hai
Aashoon ka pani hai
Zindagi aur
Kuch bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyaar...............


 tufaan to aana hai
aakar chale jaana hai
badal hai yeh kuch pal ka
cha kar dhal jana hai
Parchaiyaan reh jaati hai
reh jaati nishani hai
Zindagi aur
Kuch bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyaar...............

No comments: